Hamari Aazmaish Ka Agar Kuchh Gham Nahin Hoga, Urdu Ghazal By Qazi Ansar

Hamari Aazmaish Ka Agar Kuchh Gham Nahin Hoga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qazi Ansar. Hamari Aazmaish Ka Agar Kuchh Gham Nahin Hoga comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamari Aazmaish Ka Agar Kuchh Gham Nahin Hoga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہماری آزمائش کا اگر کچھ غم نہیں ہوگا

قاضی انصار

ہماری آزمائش کا اگر کچھ غم نہیں ہوگا

تو پھر یہ سلسلہ در سلسلہ بھی کم نہیں ہوگا

زمانہ کیسے سمجھے گا کہ ہم پر وجد ہے طاری

سرور و کیف و مستی کا اگر عالم نہیں ہوگا

اٹھو پھر آ رہے ہیں سب تمہیں للکارنے والے

کسی کے ہاتھ میں بھی امن کا پرچم نہیں ہوگا

یہ ممکن کس طرح ہوگا کہ اپنے شہر میں لوگو

خفا کوئی نہیں ہوگا کوئی برہم نہیں ہوگا

ہمارے پاس آئے شوق سے انصارؔ وہ لیکن

محبت کی کوئی رت پیار کا موسم نہیں ہوگا

قاضی انصار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamari Aazmaish Ka Agar Kuchh Gham Nahin Hoga

Qazi Ansar

hamari aazmaish ka agar kuchh gham nahin hoga
to phir ye silsila-dar-silsila bhi kam nahin hoga

zamana kaise samjhega ki hum par wajd hai tari
surur-o-kaif-o-masti ka agar aalam nahin hoga

uTho phir aa rahe hain sab tumhein lalkarne wale
kisi ke hath mein bhi amn ka parcham nahin hoga

ye mumkin kis tarah hoga ki apne shahr mein logo
KHafa koi nahin hoga koi barham nahin hoga

hamare pas aae shauq se 'ansar' wo lekin
mohabbat ki koi rut pyar ka mausam nahin hoga

(511) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamari Aazmaish Ka Agar Kuchh Gham Nahin Hoga written by Qazi Ansar at UrduPoint. Hamari Aazmaish Ka Agar Kuchh Gham Nahin Hoga is one of the masterpieces written by Qazi Ansar. You can also find the complete poetry collection of Qazi Ansar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qazi Ansar' above.

Hamari Aazmaish Ka Agar Kuchh Gham Nahin Hoga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamari Aazmaish Ka Agar Kuchh Gham Nahin Hoga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.