TaKHliq Kise Kahte Hain Hai Azmat-e-fan Kya, Urdu Ghazal By Rahbar Jaunpuri

TaKHliq Kise Kahte Hain Hai Azmat-e-fan Kya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rahbar Jaunpuri. TaKHliq Kise Kahte Hain Hai Azmat-e-fan Kya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read TaKHliq Kise Kahte Hain Hai Azmat-e-fan Kya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تخلیق کسے کہتے ہیں ہے عظمت فن کیا

رہبر جونپوری

تخلیق کسے کہتے ہیں ہے عظمت فن کیا

آواز فروشوں کے لیے شعر و سخن کیا

پھولوں کی تجارت کا چلن عام ہے اب بھی

لٹتی ہی رہے گی یوں ہی تقدیس چمن کیا

مظلوم کی چیخوں کو بھی سنتا نہیں کوئی

اس شہر میں بستے ہیں سبھی سنگ بدن کیا

ہم آ تو گئے بن کے ضیا ظلمت شب میں

اس گھور اندھیرے میں مگر ایک کرن کیا

وقت آنے پہ سر اپنا کٹا دیتے ہیں رہبرؔ

ہم کو نہیں معلوم کہ ہے حب وطن کیا

رہبر جونپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

TaKHliq Kise Kahte Hain Hai Azmat-e-fan Kya

Rahbar Jaunpuri

taKHliq kise kahte hain hai azmat-e-fan kya
aawaz-faroshon ke liye sher-o-suKHan kya

phulon ki tijarat ka chalan aam hai ab bhi
luTti hi rahegi yunhi taqdis-e-chaman kya

mazlum ki chiKHon ko bhi sunta nahin koi
is shahr mein baste hain sabhi sang-badan kya

hum aa to gae ban ke ziya zulmat-e-shab mein
is ghor andhere mein magar ek kiran kya

waqt aane pe sar apna kaTa dete hain 'rahbar'
hum ko nahin malum ki hai hubb-e-watan kya

(545) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read TaKHliq Kise Kahte Hain Hai Azmat-e-fan Kya written by Rahbar Jaunpuri at UrduPoint. TaKHliq Kise Kahte Hain Hai Azmat-e-fan Kya is one of the masterpieces written by Rahbar Jaunpuri. You can also find the complete poetry collection of Rahbar Jaunpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rahbar Jaunpuri' above.

TaKHliq Kise Kahte Hain Hai Azmat-e-fan Kya is a widely read Urdu Ghazal. If you like TaKHliq Kise Kahte Hain Hai Azmat-e-fan Kya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.