Mahaul Tirgi Ka Muqaddar BaDha Gaya, Urdu Ghazal By Rahbar Jaunpuri

Mahaul Tirgi Ka Muqaddar BaDha Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rahbar Jaunpuri. Mahaul Tirgi Ka Muqaddar BaDha Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mahaul Tirgi Ka Muqaddar BaDha Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ماحول تیرگی کا مقدر بڑھا گیا

رہبر جونپوری

ماحول تیرگی کا مقدر بڑھا گیا

گھر کا چراغ گھر کے اجالے کو کھا گیا

دیکھا ہے ہم نے جلنے لگی ہیں وہ بستیاں

جن بستیوں سے ہو کے کوئی رہنما گیا

انسانیت غریب بھٹکتی ہے در بدر

ہر شخص اپنے خول انا میں سما گیا

ہم نے پلایا خون ہر اک انقلاب کو

ہم کو ہی انقلاب کا دشمن کہا گیا

رہبرؔ یہ زندگی تھی بہت معتبر مگر

میرا وجود مجھ کو تماشا بنا گیا

رہبر جونپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mahaul Tirgi Ka Muqaddar BaDha Gaya

Rahbar Jaunpuri

mahaul tirgi ka muqaddar baDha gaya
ghar ka charagh ghar ke ujale ko kha gaya

dekha hai hum ne jalne lagi hain wo bastiyan
jin bastiyon se ho ke koi rahnuma gaya

insaniyat gharib bhaTakti hai dar-ba-dar
har shaKHs apne KHaul-e-ana mein sama gaya

hum ne pilaya KHun har ek inqalab ko
hum ko hi inqalab ka dushman kaha gaya

'rahbar' ye zindagi thi bahut mo'atabar magar
mera wajud mujh ko tamasha bana gaya

(615) ووٹ وصول ہوئے

You can read Mahaul Tirgi Ka Muqaddar BaDha Gaya written by Rahbar Jaunpuri at UrduPoint. Mahaul Tirgi Ka Muqaddar BaDha Gaya is one of the masterpieces written by Rahbar Jaunpuri. You can also find the complete poetry collection of Rahbar Jaunpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rahbar Jaunpuri' above.

Mahaul Tirgi Ka Muqaddar BaDha Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mahaul Tirgi Ka Muqaddar BaDha Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.