Sham-e-gham Bimar Ke Dil Par Wo Ban Aai Ki Bas, Urdu Ghazal By Rahi Shahabi

Sham-e-gham Bimar Ke Dil Par Wo Ban Aai Ki Bas is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rahi Shahabi. Sham-e-gham Bimar Ke Dil Par Wo Ban Aai Ki Bas comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sham-e-gham Bimar Ke Dil Par Wo Ban Aai Ki Bas on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شام غم بیمار کے دل پر وہ بن آئی کہ بس

راہی شہابی

شام غم بیمار کے دل پر وہ بن آئی کہ بس

ہر طرف تاریکیاں اور ایسی تنہائی کہ بس

دل کی بربادی کا افسانہ ابھی چھیڑا ہی تھا

انجمن میں ہر طرف سے اک صدا آئی کہ بس

ان کی آنکھوں میں جو اشک آئے تو یوں آئے کہ اف

ان کے ہونٹوں پر ہنسی آئی تو یوں آئی کہ بس

عمر بھر کے واسطے چپ ہو گیا بیمار غم

آپ نے کی بھی تو کی ایسی مسیحائی کہ بس

کیا کہیں راہیؔ کہ اپنوں سے ہمیں کیا کیا ملا

وہ نوازش وہ کرم وہ عزت افزائی کہ بس

راہی شہابی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sham-e-gham Bimar Ke Dil Par Wo Ban Aai Ki Bas

Rahi Shahabi

sham-e-gham bimar ke dil par wo ban aai ki bas
har taraf tarikiyan aur aisi tanhai ki bas

dil ki barbaadi ka afsana abhi chheDa hi tha
anjuman mein har taraf se ek sada aai ki bas

un ki aankhon mein jo ashk aae to yun aae ki uf
un ke honTon par hansi aai to yun aai ki bas

umr-bhar ke waste chup ho gaya bimar-e-gham
aap ne ki bhi to ki aisi masihai ki bas

kya kahen 'rahi' ki apnon se hamein kya kya mila
wo nawazish wo karam wo izzat-afzai ki bas

(739) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sham-e-gham Bimar Ke Dil Par Wo Ban Aai Ki Bas written by Rahi Shahabi at UrduPoint. Sham-e-gham Bimar Ke Dil Par Wo Ban Aai Ki Bas is one of the masterpieces written by Rahi Shahabi. You can also find the complete poetry collection of Rahi Shahabi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rahi Shahabi' above.

Sham-e-gham Bimar Ke Dil Par Wo Ban Aai Ki Bas is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sham-e-gham Bimar Ke Dil Par Wo Ban Aai Ki Bas, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.