Ye Aalam-e-wahshat Hai Ki Dahshat Ka Asar Hai, Urdu Ghazal By Riyasat Ali Taj

Ye Aalam-e-wahshat Hai Ki Dahshat Ka Asar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Riyasat Ali Taj. Ye Aalam-e-wahshat Hai Ki Dahshat Ka Asar Hai comes under the Sufi category of Urdu Ghazal. You can read Ye Aalam-e-wahshat Hai Ki Dahshat Ka Asar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ عالم وحشت ہے کہ دہشت کا اثر ہے

ریاست علی تاج

یہ عالم وحشت ہے کہ دہشت کا اثر ہے

دامن کی خبر ہے نہ گریباں کی خبر ہے

دل توڑنے والے یہ تجھے کچھ بھی خبر ہے

اللہ کا گھر ہے ارے اللہ کا گھر ہے

دیکھو گے جو حالات پہ تھوڑی سی نظر ہے

ہر شخص غلام اثر و بندۂ زر ہے

دو چار قدم چل کے ٹھہرتے نہیں رہرو

تضحیک منازل ہے یہ توہین سفر ہے

کتنے ہی علوم اس میں ہیں پوشیدہ و درکار

یہ شعر و سخن کھیل نہیں تاجؔ ہنر ہے

ریاست علی تاج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Aalam-e-wahshat Hai Ki Dahshat Ka Asar Hai

Riyasat Ali Taj

ye aalam-e-wahshat hai ki dahshat ka asar hai
daman ki KHabar hai na gareban ki KHabar hai

dil toDne wale ye tujhe kuchh bhi KHabar hai
allah ka ghar hai are allah ka ghar hai

dekhoge jo haalat pe thoDi si nazar hai
har shaKHs ghulam-e-asar-o-banda-e-zar hai

do-chaar qadam chal ke Thaharte nahin rahraw
tazhik-e-manazil hai ye tauhin-e-safar hai

kitne hi ulum is mein hain poshida-o-darkar
ye sher-o-suKHan khel nahin 'taj'-e-hunar hai

(608) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Aalam-e-wahshat Hai Ki Dahshat Ka Asar Hai written by Riyasat Ali Taj at UrduPoint. Ye Aalam-e-wahshat Hai Ki Dahshat Ka Asar Hai is one of the masterpieces written by Riyasat Ali Taj. You can also find the complete poetry collection of Riyasat Ali Taj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riyasat Ali Taj' above.

Ye Aalam-e-wahshat Hai Ki Dahshat Ka Asar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Aalam-e-wahshat Hai Ki Dahshat Ka Asar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sufi Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.