Nazar Milate Nahin Muskurae Jate Hain, Urdu Ghazal By Riyasat Ali Taj

Nazar Milate Nahin Muskurae Jate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Riyasat Ali Taj. Nazar Milate Nahin Muskurae Jate Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Milate Nahin Muskurae Jate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر ملاتے نہیں مسکرائے جاتے ہیں

ریاست علی تاج

نظر ملاتے نہیں مسکرائے جاتے ہیں

بتاؤ یوں بھی کہیں دل ملائے جاتے ہیں

ہجوم جلوۂ رنگیں کا مدعا معلوم

ہماری تاب نظر آزمائے جاتے ہیں

حجاب ہو مگر ایسا بھی کیا حجاب آخر

جھلک دکھاتے نہیں منہ چھپائے جاتے ہیں

حدود کوچۂ جاناں میں آ گئے شاید

قدم قدم پہ قدم ڈگمگائے جاتے ہیں

یہ کس کا ذکر ہے اے تاجؔ لب پہ شام و سحر

یہ کس کہ یاد میں آنسو بہائے جاتے ہیں

ریاست علی تاج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Milate Nahin Muskurae Jate Hain

Riyasat Ali Taj

nazar milate nahin muskurae jate hain
batao yun bhi kahin dil milae jate hain

hujum-e-jalwa-e-rangin ka muddaa malum
hamari tab-e-nazar aazmae jate hain

hijab ho magar aisa bhi kya hijab aaKHir
jhalak dikhate nahin munh chhupae jate hain

hudud-e-kucha-e-jaanan mein aa gae shayad
qadam qadam pe qadam Dagmagae jate hain

ye kis ka zikr hai ai 'taj' lab pe sham-o-sahar
ye kis ki yaad mein aansu bahae jate hain

(441) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Milate Nahin Muskurae Jate Hain written by Riyasat Ali Taj at UrduPoint. Nazar Milate Nahin Muskurae Jate Hain is one of the masterpieces written by Riyasat Ali Taj. You can also find the complete poetry collection of Riyasat Ali Taj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riyasat Ali Taj' above.

Nazar Milate Nahin Muskurae Jate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Milate Nahin Muskurae Jate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.