Zinda Aankhon Mein Be-hisi Raushan, Urdu Ghazal By Sabahat Urooj

Zinda Aankhon Mein Be-hisi Raushan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabahat Urooj. Zinda Aankhon Mein Be-hisi Raushan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zinda Aankhon Mein Be-hisi Raushan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندہ آنکھوں میں بے حسی روشن

صباحت عروج

زندہ آنکھوں میں بے حسی روشن

مردہ چہروں پہ تازگی روشن

ان نصیبوں پہ روز ہو ماتم

ان کی محفل میں روشنی روشن

خود میں اس کو بجھا دیا میں نے

پھر ہوا مجھ میں اور بھی روشن

بے وفا تھا مگر بچھڑنے پر

اس کی آنکھوں میں تھی نمی روشن

عادتاً سب سے بات کرتی ہوں

اس کی رہتی مگر کمی روشن

اس کے چہرے سے چھن کے آتی ہے

تب ہی لگتی ہے چاندنی روشن

یوں ہی روشن رہیں وہ سب چہرے

جن کے دم سے ہے زندگی روشن

صباحت عروج

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zinda Aankhon Mein Be-hisi Raushan

Sabahat Urooj

zinda aankhon mein be-hisi raushan
murda chehron pe tazgi raushan

in nasibon pe roz ho matam
un ki mahfil mein raushni raushan

KHud mein us ko bujha diya main ne
phir hua mujh mein aur bhi raushan

bewafa tha magar bichhaDne par
us ki aankhon mein thi nami raushan

aadatan sab se baat karti hun
us ki rahti magar kami raushan

us ke chehre se chhan ke aati hai
tab hi lagti hai chandni raushan

yun hi raushan rahen wo sab chehre
jin ke dam se hai zindagi raushan

(462) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zinda Aankhon Mein Be-hisi Raushan written by Sabahat Urooj at UrduPoint. Zinda Aankhon Mein Be-hisi Raushan is one of the masterpieces written by Sabahat Urooj. You can also find the complete poetry collection of Sabahat Urooj by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabahat Urooj' above.

Zinda Aankhon Mein Be-hisi Raushan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zinda Aankhon Mein Be-hisi Raushan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.