Hai Aage Ek Bayaban Is Babul Ke Baad, Urdu Ghazal By Saeed Afsar

Hai Aage Ek Bayaban Is Babul Ke Baad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Afsar. Hai Aage Ek Bayaban Is Babul Ke Baad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Aage Ek Bayaban Is Babul Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے آگے ایک بیابان اس ببول کے بعد

سعید افسر

ہے آگے ایک بیابان اس ببول کے بعد

ہمارا کوئی نہیں ہے دل ملول کے بعد

نہ جانے خود کو کہاں چھوڑ آیا رستے میں

مجھے تلاش ہے اپنی ترے حصول کے بعد

سفر حیات کا کب ختم ہونے والا ہے

کہ جب زمیں نہ ہوئی ختم عرض و طول کے بعد

تمہاری ذات ہی کیا قوس میں گھرے ہندسو

نہ کچھ اصول سے پہلے نہ کچھ اصول کے بعد

فراق و وصل عذاب و ثواب باطل و حق

نزول سب کا ہوا ہے مرے نزول کے بعد

سعید افسر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Aage Ek Bayaban Is Babul Ke Baad

Saeed Afsar

hai aage ek bayaban is babul ke ba'd
hamara koi nahin hai dil-e-malul ke ba'd

na jaane KHud ko kahan chhoD aaya raste mein
mujhe talash hai apni tere husul ke ba'd

safar hayat ka kab KHatm hone wala hai
ki jab zamin na hui KHatm arz-o-tul ke ba'd

tumhaari zat hi kya qaus mein ghire hindso
na kuchh usul se pahle na kuchh usul ke ba'd

firaq-o-wasl azab-o-sawab baatil-o-haq
nuzul sab ka hua hai mere nuzul ke ba'd

(484) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Aage Ek Bayaban Is Babul Ke Baad written by Saeed Afsar at UrduPoint. Hai Aage Ek Bayaban Is Babul Ke Baad is one of the masterpieces written by Saeed Afsar. You can also find the complete poetry collection of Saeed Afsar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Afsar' above.

Hai Aage Ek Bayaban Is Babul Ke Baad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Aage Ek Bayaban Is Babul Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.