Ye Unki Gali Hai Baad-e-saba Aahista Guzar Aahista Guzar, Urdu Ghazal By Salahuddin Nayyar

Ye Unki Gali Hai Baad-e-saba Aahista Guzar Aahista Guzar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Salahuddin Nayyar. Ye Unki Gali Hai Baad-e-saba Aahista Guzar Aahista Guzar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Unki Gali Hai Baad-e-saba Aahista Guzar Aahista Guzar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ ان کی گلی ہے باد صبا آہستہ گزر آہستہ گزر

صلاح الدین نیر

یہ ان کی گلی ہے باد صبا آہستہ گزر آہستہ گزر

یہ راہ وفا ہے راہ وفا آہستہ گزر آہستہ گزر

اے رہرو الفت آ پہنچی وہ شہر نگاراں کی سرحد

آتی ہے شکست دل کی صدا آہستہ گزر آہستہ گزر

اے نکہت گل اس محفل میں آزردہ نہ ہو آزردہ نہ ہو

ملتی ہے یہاں خوشبوئے وفا آہستہ گزر آہستہ گزر

دو پھول چڑھا یا اشک بہا کچھ فرق نہیں پڑتا ساتھی

چلتی ہے یہیں سے رسم وفا آہستہ گزر آہستہ گزر

اے ابر سیہ اتنا نہ مچل چلنا ہے تو دھیرے دھیرے چل

وہ سامنے ہے زلفوں کی گھٹا آہستہ گزر آہستہ گزر

اے محرم خلوت موج صبا جذبات محبت عام نہ کر

ہو جائے نہ گل پھر شمع وفا آہستہ گزر آہستہ گزر

کتنے ہی پتنگے جلتے ہیں بے نام سہی گمنام سہی

اے رسم محبت دیکھ ذرا آہستہ گزر آہستہ گزر

مانوس بھی ہوں مانوس نہیں آواز یہ کس کی ہے نیرؔ

کانوں میں کبھی آتی ہے صدا آہستہ گزر آہستہ گزر

صلاح الدین نیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Unki Gali Hai Baad-e-saba Aahista Guzar Aahista Guzar

Salahuddin Nayyar

ye un ki gali hai baad-e-saba aahista guzar aahista guzar
ye rah-e-wafa hai rah-e-wafa aahista guzar aahista guzar

ai rah-raw-e-ulfat aa pahunchi wo shahr-e-nigaran ki sarhad
aati hai shikast-e-dil ki sada aahista guzar aahista guzar

ai nikhat-e-gul is mahfil mein aazurda na ho aazurda na ho
milti hai yahan KHushbu-e-wafa aahista guzar aahista guzar

do phul chaDha ya ashk baha kuchh farq nahin paDta sathi
chalti hai yahin se rasm-e-wafa aahista guzar aahista guzar

ai abr-e-siyah itna na machal chalna hai to dhire dhire chal
wo samne hai zulfon ki ghaTa aahista guzar aahista guzar

ai mahram-e-KHalwat mauj-e-saba jazbaat-e-mohabbat aam na kar
ho jae na gul phir sham-e-wafa aahista guzar aahista guzar

kitne hi patange jalte hain be-nam sahi gumnam sahi
ai rasm-e-mohabbat dekh zara aahista guzar aahista guzar

manus bhi hun manus nahin aawaz ye kis ki hai 'nayyar'
kanon mein kabhi aati hai sada aahista guzar aahista guzar

(544) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Unki Gali Hai Baad-e-saba Aahista Guzar Aahista Guzar written by Salahuddin Nayyar at UrduPoint. Ye Unki Gali Hai Baad-e-saba Aahista Guzar Aahista Guzar is one of the masterpieces written by Salahuddin Nayyar. You can also find the complete poetry collection of Salahuddin Nayyar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Salahuddin Nayyar' above.

Ye Unki Gali Hai Baad-e-saba Aahista Guzar Aahista Guzar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Unki Gali Hai Baad-e-saba Aahista Guzar Aahista Guzar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.