Ek Zaruri Nazm, Urdu Nazam By Saleem Ansari

Ek Zaruri Nazm is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Saleem Ansari. Ek Zaruri Nazm comes under the Sad, Social, Heart Broken category of Urdu Nazam. You can read Ek Zaruri Nazm on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک ضروری نظم

سلیم انصاری

میری نظموں کے سادہ لوح قاری

تمہیں کیا علم

میں برسوں سے

اپنی سوچ کے جنگل میں تم کو

بے سبب بھٹکا رہا ہوں

بظاہر تم کو لگتا ہے

کہ میری ساری نظمیں

درد کے تاریک جنگل میں تمہاری ہم سفر ہیں

مگر یہ سچ نہیں ہے

مری نظموں کے سارے لفظ کاذب ہیں

مرے لہجے کا سارا کرب جھوٹا ہے

مری نظمیں تو

میرے ذہن و دل میں منتشر بے ربط نا آسودہ

امیدوں اور تمناؤں کا مسکن ہیں

مری نظمیں تو میری بھی نہیں ہیں

مری نظموں کے سادہ لوح قاری

تمہیں کیا علم

سلیم انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Zaruri Nazm

Saleem Ansari

meri nazmon ke sada-lauh qari
tumhein kya ilm
main barson se
apni soch ke jangal mein tum ko
be-sabab bhaTka raha hun
ba-zahir tum ko lagta hai
ki meri sari nazmen
dard ke tarik jangal mein tumhaari ham-safar hain
magar ye sach nahin hai
meri nazmon ke sare lafz kazib hain
mere lahje ka sara karb jhuTa hai
meri nazmen to
mere zehn-o-dil mein muntashir be-rabt na-asuda
ummidon aur tamannaon ka maskan hain
meri nazmen to meri bhi nahin hain
meri nazmon ke sada-lauh qari
tumhein kya ilm

(477) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ek Zaruri Nazm written by Saleem Ansari at UrduPoint. Ek Zaruri Nazm is one of the masterpieces written by Saleem Ansari. You can also find the complete poetry collection of Saleem Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saleem Ansari' above.

Ek Zaruri Nazm is a widely read Urdu Nazam. If you like Ek Zaruri Nazm, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.