Mubtala Hona Hai Mujhko ThoDa Sa Bedad Bhi, Urdu Ghazal By Sanjay Singh

Mubtala Hona Hai Mujhko ThoDa Sa Bedad Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sanjay Singh. Mubtala Hona Hai Mujhko ThoDa Sa Bedad Bhi comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Mubtala Hona Hai Mujhko ThoDa Sa Bedad Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مبتلا ہونا ہے مجھ کو تھوڑا سا بیداد بھی

سنجے سنگھ

مبتلا ہونا ہے مجھ کو تھوڑا سا بیداد بھی

رزق بھی ہے وجہ اس کی اور تیری یاد بھی

دل مکاں میرا بنا کر گھر بسایا اور کا

ایک گھر آباد تب سے ایک دل برباد بھی

اس جہاں میں مستقل ہوتی نہیں کوئی بھی شے

دوستی ممکن ہے پھر ترک مراسم بعد بھی

اپنے کپڑوں پر لگانا ٹھیک سے پیوند تم

ہو بہ ہو انسانوں جیسے لگتے ہیں جلاد بھی

اور کتنی ناز برداری کروں اس جسم کی

مٹی کے بت کی زیادہ ہے نہیں میعاد بھی

کیا میاں ہر دفع کہہ دیتے ہو کہ بس ٹھیک ہے

مسکرا کے دو کبھی میری غزل پہ داد بھی

سنجے سنگھ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mubtala Hona Hai Mujhko ThoDa Sa Bedad Bhi

Sanjay Singh

mubtala hona hai mujh ko thoDa sa bedad bhi
rizq bhi hai wajah is ki aur teri yaad bhi

dil makan mera bana kar ghar basaya aur ka
ek ghar aabaad tab se ek dil barbaad bhi

is jahan mein mustaqil hoti nahin koi bhi shai
dosti mumkin hai phir tark-e-marasim ba'd bhi

apne kapDon par lagana Thik se paiwand tum
hu-ba-hu insanon jaise lagte hain jallad bhi

aur kitni naz-bardari karun is jism ki
miTTi ke but ki zyaada hai nahin miad bhi

kya miyan har dafa kah dete ho ki bas Thik hai
muskura ke do kabhi meri ghazal pe dad bhi

(414) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mubtala Hona Hai Mujhko ThoDa Sa Bedad Bhi written by Sanjay Singh at UrduPoint. Mubtala Hona Hai Mujhko ThoDa Sa Bedad Bhi is one of the masterpieces written by Sanjay Singh. You can also find the complete poetry collection of Sanjay Singh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sanjay Singh' above.

Mubtala Hona Hai Mujhko ThoDa Sa Bedad Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mubtala Hona Hai Mujhko ThoDa Sa Bedad Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.