Jine Ki Tamanna Hai Na Mar Jaane Ka Gham Hai, Urdu Ghazal By Shahabuddin Saqib

Jine Ki Tamanna Hai Na Mar Jaane Ka Gham Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahabuddin Saqib. Jine Ki Tamanna Hai Na Mar Jaane Ka Gham Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Jine Ki Tamanna Hai Na Mar Jaane Ka Gham Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جینے کی تمنا ہے نہ مر جانے کا غم ہے

شہاب الدین ثاقب

جینے کی تمنا ہے نہ مر جانے کا غم ہے

اے شہر ہوس ہم کو ادھر آنے کا غم ہے

کھو جائے کوئی چیز تو غم کرتی ہے دنیا

ہم کو تو کوئی چیز یہاں پانے کا غم ہے

جیتا ہوں کہ مرتا ہوں کسے فکر ہے میری

لگتا ہے مرا غم کسی دیوانے کا غم ہے

دستار سلامت نہ رہی غم ہے اسی کا

زلفوں کا ہمیں غم ہے نہ کچھ شانے کا غم ہے

پرواز سے منہ موڑ کے اترے ہیں زمیں پر

کچھ دام کا غم ہے نہ ہمیں دانے کا غم ہے

شہاب الدین ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jine Ki Tamanna Hai Na Mar Jaane Ka Gham Hai

Shahabuddin Saqib

jine ki tamanna hai na mar jaane ka gham hai
ai shahr-e-hawas hum ko idhar aane ka gham hai

kho jae koi chiz to gham karti hai duniya
hum ko to koi chiz yahan pane ka gham hai

jita hun ki marta hun kise fikr hai meri
lagta hai mera gham kisi diwane ka gham hai

dastar salamat na rahi gham hai isi ka
zulfon ka hamein gham hai na kuchh shane ka gham hai

parwaz se munh moD ke utre hain zamin par
kuchh dam ka gham hai na hamein dane ka gham hai

(330) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jine Ki Tamanna Hai Na Mar Jaane Ka Gham Hai written by Shahabuddin Saqib at UrduPoint. Jine Ki Tamanna Hai Na Mar Jaane Ka Gham Hai is one of the masterpieces written by Shahabuddin Saqib. You can also find the complete poetry collection of Shahabuddin Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahabuddin Saqib' above.

Jine Ki Tamanna Hai Na Mar Jaane Ka Gham Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jine Ki Tamanna Hai Na Mar Jaane Ka Gham Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.