Mujhko Is Dasht Mein Phir LauT Ke Aana Nahin Hai, Urdu Ghazal By Shahabuddin Saqib

Mujhko Is Dasht Mein Phir LauT Ke Aana Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahabuddin Saqib. Mujhko Is Dasht Mein Phir LauT Ke Aana Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhko Is Dasht Mein Phir LauT Ke Aana Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ کو اس دشت میں پھر لوٹ کے آنا نہیں ہے

شہاب الدین ثاقب

مجھ کو اس دشت میں پھر لوٹ کے آنا نہیں ہے

دل دیوانہ کچھ ایسا بھی دوانا نہیں ہے

بار بار آتا ہے اس شخص سے ملنے کا خیال

کیا کروں پاس مرے کوئی بہانہ نہیں ہے

دام صیاد نے ہر سمت بچھا رکھے ہیں

اور دیکھو تو کہیں ایک بھی دانہ نہیں ہے

کشتیاں ہم نے بھی ساحل پہ جلا ڈالی ہیں

اب کہیں اور یہاں سے ہمیں جانا نہیں ہے

چاہتا ہوں کہ تمنائیں ہوں پوری اس کی

پاس میرے تو مگر کوئی خزانہ نہیں ہے

شہاب الدین ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhko Is Dasht Mein Phir LauT Ke Aana Nahin Hai

Shahabuddin Saqib

mujh ko is dasht mein phir lauT ke aana nahin hai
dil-e-diwana kuchh aisa bhi diwana nahin hai

bar bar aata hai us shaKHs se milne ka KHayal
kya karun pas mere koi bahana nahin hai

dam sayyaad ne har samt bichha rakkhe hain
aur dekho to kahin ek bhi dana nahin hai

kashtiyan hum ne bhi sahil pe jala Dali hain
ab kahin aur yahan se hamein jaana nahin hai

chahta hun ki tamannaen hon puri us ki
pas mere to magar koi KHazana nahin hai

(297) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhko Is Dasht Mein Phir LauT Ke Aana Nahin Hai written by Shahabuddin Saqib at UrduPoint. Mujhko Is Dasht Mein Phir LauT Ke Aana Nahin Hai is one of the masterpieces written by Shahabuddin Saqib. You can also find the complete poetry collection of Shahabuddin Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahabuddin Saqib' above.

Mujhko Is Dasht Mein Phir LauT Ke Aana Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhko Is Dasht Mein Phir LauT Ke Aana Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.