Chala Aata Hai KHud Anjam Se Anjaan Hai Bakra, Urdu Nazam By Shaheen Iqbal Asar

Chala Aata Hai KHud Anjam Se Anjaan Hai Bakra is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Shaheen Iqbal Asar. Chala Aata Hai KHud Anjam Se Anjaan Hai Bakra comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Chala Aata Hai KHud Anjam Se Anjaan Hai Bakra on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چلا آتا ہے خود انجام سے انجان ہے بکرا

شاہین اقبال اثر

چلا آتا ہے خود انجام سے انجان ہے بکرا

نہیں ہرگز نہیں کس نے کہا نادان ہے بکرا

جو سچ پوچھو تو اس رخ سے وہ ہم لوگوں سے بہتر ہے

کہ اپنے خالق و مالک پہ خود قربان ہے بکرا

حقیقت میں وہی بکرا ہے اچھا دیکھ کر جس کو

قصائی کہ اٹھے فربہ ہے عالی شان ہے بکرا

بھلا تجھ تک پہنچ سکتے ہیں ہم انسان اب کیونکر

ہمارے گھر تو آیا ہے ترا احسان ہے بکرا

قصائی کی ضرورت ہی نہیں ہے بعض بکروں کو

چھری کو دیکھ کر خود آپ ہی قربان ہے بکرا

دیہاتی لوگ بھی اللہ میاں کی گائے ہیں گویا

کہ بکرے پر لکھا ہے میڈ ان جاپان ہے بکرا

مرے ابو مجھے دلوایئے بکرا بہر صورت

مری خواہش ہے قربانی مرا ارمان ہے بکرا

لبادہ سرخ اوڑھے تخت پر بیٹھا ہے نخوت سے

کہ اعلیٰ نسل کا ہے اور عالی شان ہے بکرا

لگا منڈی پہنچ کر اشرف المخلوق ہیں بکرے

ہوا انسان کو محسوس خود انسان ہے بکرا

شاہین اقبال اثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chala Aata Hai KHud Anjam Se Anjaan Hai Bakra

Shaheen Iqbal Asar

chala aata hai KHud anjam se anjaan hai bakra
nahin hargiz nahin kis ne kaha nadan hai bakra

jo sach puchho to is ruKH se wo hum logon se behtar hai
ki apne KHaliq o malik pe KHud qurban hai bakra

haqiqat mein wahi bakra hai achchha dekh kar jis ko
qasai ki uThe farba hai aali-shan hai bakra

bhala tujh tak pahunch sakte hain hum insan ab kyunkar
hamare ghar tu aaya hai tera ehsan hai bakra

qasai ki zarurat hi nahin hai baz bakron ko
chhuri ko dekh kar KHud aap hi qurban hai bakra

dehati log bhi allah-miyan ki gae hain goya
ki bakre par likha hai made-in-japan hai bakra

mere abbu mujhe dilwaiye bakra bahar-surat
meri KHwahish hai qurbani mera arman hai bakra

labaada surKH oDhe taKHt par baiTha hai naKHwat se
ki aala nasl ka hai aur aali-shan hai bakra

laga manDi pahunch kar ashraf-ul-maKHluq hain bakre
hua insan ko mahsus KHud insan hai bakra

(469) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chala Aata Hai KHud Anjam Se Anjaan Hai Bakra written by Shaheen Iqbal Asar at UrduPoint. Chala Aata Hai KHud Anjam Se Anjaan Hai Bakra is one of the masterpieces written by Shaheen Iqbal Asar. You can also find the complete poetry collection of Shaheen Iqbal Asar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaheen Iqbal Asar' above.

Chala Aata Hai KHud Anjam Se Anjaan Hai Bakra is a widely read Urdu Nazam. If you like Chala Aata Hai KHud Anjam Se Anjaan Hai Bakra, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.