Dekhne Walon Ne Kuchh Dekha Bhi Hai, Urdu Ghazal By Shakeel Nashtar

Dekhne Walon Ne Kuchh Dekha Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeel Nashtar. Dekhne Walon Ne Kuchh Dekha Bhi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekhne Walon Ne Kuchh Dekha Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھنے والوں نے کچھ دیکھا بھی ہے

شکیل نشتر

دیکھنے والوں نے کچھ دیکھا بھی ہے

چشم نرگس دیدۂ بینا بھی ہے

ان دنوں عالم ہے کچھ دل کا عجب

حشر بھی برپا ہے سناٹا بھی ہے

اک ہجوم دوستاں ہے اور میں

دہر میں مجھ سا کوئی تنہا بھی ہے

ہر طرف تعمیر دیواریں ہوئیں

سوچتا یہ ہوں کہیں سایا بھی ہے

کیوں نہ ہو فکر و خیال تشنگاں

بند مجھ میں پیاس کا دریا بھی ہے

بھول جائے گا زمانہ کیا ہمیں

ہم نے جو دیکھا ہے وہ لکھا بھی ہے

وہ بھی نشترؔ ہو گئے ہیں اجنبی

وہ کہ جن سے درد کا رشتہ بھی ہے

شکیل نشتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekhne Walon Ne Kuchh Dekha Bhi Hai

Shakeel Nashtar

dekhne walon ne kuchh dekha bhi hai
chashm-e-nargis dida-e-bina bhi hai

in dinon aalam hai kuchh dil ka ajab
hashr bhi barpa hai sannaTa bhi hai

ek hujum-e-dostan hai aur main
dahr mein mujh sa koi tanha bhi hai

har taraf tamir diwaren huin
sochta ye hun kahin saya bhi hai

kyun na ho fikr-o-KHayal-e-tishnagan
band mujh mein pyas ka dariya bhi hai

bhul jaega zamana kya hamein
hum ne jo dekha hai wo likkha bhi hai

wo bhi 'nashtar' ho gae hain ajnabi
wo ki jin se dard ka rishta bhi hai

(341) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekhne Walon Ne Kuchh Dekha Bhi Hai written by Shakeel Nashtar at UrduPoint. Dekhne Walon Ne Kuchh Dekha Bhi Hai is one of the masterpieces written by Shakeel Nashtar. You can also find the complete poetry collection of Shakeel Nashtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeel Nashtar' above.

Dekhne Walon Ne Kuchh Dekha Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekhne Walon Ne Kuchh Dekha Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.