Gulshan Mein Koi Chaak-e-gareban Bhi Nahin Hai, Urdu Ghazal By Shakeel Nashtar

Gulshan Mein Koi Chaak-e-gareban Bhi Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shakeel Nashtar. Gulshan Mein Koi Chaak-e-gareban Bhi Nahin Hai comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Gulshan Mein Koi Chaak-e-gareban Bhi Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گلشن میں کوئی چاک گریباں بھی نہیں ہے

شکیل نشتر

گلشن میں کوئی چاک گریباں بھی نہیں ہے

اور فصل بہار آنے کا امکاں بھی نہیں ہے

ہم نقد دل و جاں بھی لٹا آئے سر بزم

اور آپ پہ اس کا کوئی احساں بھی نہیں ہے

کس منہ سے کرے تیرے تغافل کی شکایت

جس پر کرم گردش دوراں بھی نہیں ہے

پوچھے جو کوئی حال تو کیا حال بتائے

وہ شخص جو کچھ دن سے پریشاں بھی نہیں ہے

وہ درد میسر ہے تو کیا چاہیے نشترؔ

وہ درد کہ جس کا کوئی درماں بھی نہیں ہے

شکیل نشتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gulshan Mein Koi Chaak-e-gareban Bhi Nahin Hai

Shakeel Nashtar

gulshan mein koi chaak-e-gareban bhi nahin hai
aur fasl-e-bahaar aane ka imkan bhi nahin hai

hum naqd-e-dil-o-jaan bhi luTa aae sar-e-bazm
aur aap pe is ka koi ehsan bhi nahin hai

kis munh se kare tere taghaful ki shikayat
jis par karam-e-gardish-e-dauran bhi nahin hai

puchhe jo koi haal to kya haal batae
wo shaKHs jo kuchh din se pareshan bhi nahin hai

wo dard mayassar hai to kya chahiye 'nashtar'
wo dard ki jis ka koi darman bhi nahin hai

(416) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gulshan Mein Koi Chaak-e-gareban Bhi Nahin Hai written by Shakeel Nashtar at UrduPoint. Gulshan Mein Koi Chaak-e-gareban Bhi Nahin Hai is one of the masterpieces written by Shakeel Nashtar. You can also find the complete poetry collection of Shakeel Nashtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shakeel Nashtar' above.

Gulshan Mein Koi Chaak-e-gareban Bhi Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gulshan Mein Koi Chaak-e-gareban Bhi Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.