Na Puchh Kab Se Ye Dam GhuT Raha Hai Sine Mein, Urdu Ghazal By Shamim Jaipuri

Na Puchh Kab Se Ye Dam GhuT Raha Hai Sine Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shamim Jaipuri. Na Puchh Kab Se Ye Dam GhuT Raha Hai Sine Mein comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Puchh Kab Se Ye Dam GhuT Raha Hai Sine Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ پوچھ کب سے یہ دم گھٹ رہا ہے سینے میں

شمیم جے پوری

نہ پوچھ کب سے یہ دم گھٹ رہا ہے سینے میں

کہ موت کا سا مزہ آ رہا ہے جینے میں

نہ جانے کیوں یہ تلاطم ڈبو نہیں دیتا

کہ ناخدا بھی نہیں اب مرے سفینے میں

قدم قدم پہ بچایا ہے ٹھوکروں سے مگر

خراش آ ہی گئی دل کے آبگینے میں

مہک رہی ہے صبا صبح سے نہ جانے کیوں

نہا کے آئی ہے شاید ترے پسینے میں

شمیمؔ ساحل و کشتی سے کچھ امید نہ رکھ

کوئی وقار نہیں اس طرح سے جینے میں

شمیم جے پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Puchh Kab Se Ye Dam GhuT Raha Hai Sine Mein

Shamim Jaipuri

na puchh kab se ye dam ghuT raha hai sine mein
ki maut ka sa maza aa raha hai jine mein

na jaane kyun ye talatum Dubo nahin deta
ki naKHuda bhi nahin ab mere safine mein

qadam qadam pe bachaya hai Thokaron se magar
KHarash aa hi gai dil ke aabgine mein

mahak rahi hai saba subh se na jaane kyun
naha ke aai hai shayad tere pasine mein

'shamim' sahil o kashti se kuchh umid na rakh
koi waqar nahin is tarah se jine mein

(430) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Puchh Kab Se Ye Dam GhuT Raha Hai Sine Mein written by Shamim Jaipuri at UrduPoint. Na Puchh Kab Se Ye Dam GhuT Raha Hai Sine Mein is one of the masterpieces written by Shamim Jaipuri. You can also find the complete poetry collection of Shamim Jaipuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shamim Jaipuri' above.

Na Puchh Kab Se Ye Dam GhuT Raha Hai Sine Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Puchh Kab Se Ye Dam GhuT Raha Hai Sine Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.