Dard-e-dil Moatabar Bhi Hota Hai, Urdu Ghazal By Shareef Munawwar

Dard-e-dil Moatabar Bhi Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shareef Munawwar. Dard-e-dil Moatabar Bhi Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard-e-dil Moatabar Bhi Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد دل معتبر بھی ہوتا ہے

شریف منور

درد دل معتبر بھی ہوتا ہے

شخصیت کا اثر بھی ہوتا ہے

کس نگر میں قیام کرتا میں

کہیں مجنوں کا گھر بھی ہوتا ہے

شہر میں آ کے یہ ہوا معلوم

آدمی جانور بھی ہوتا ہے

ایک بے خوف جستجو کے ساتھ

ایک انجان ڈر بھی ہوتا ہے

شکوۂ دہر کیا کہ دکھ اکثر

اپنے احساس پر بھی ہوتا ہے

کوچہ گردو تمہیں پتا ہے کیا

ایک ذہنی سفر بھی ہوتا ہے

جو بہار و خزاں کے غم سہہ جائے

وہی پودا شجر بھی ہوتا ہے

فن سے اظہار فن ہے مشکل تر

درد دل درد سر بھی ہوتا ہے

شریف منور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard-e-dil Moatabar Bhi Hota Hai

Shareef Munawwar

dard-e-dil mo'atabar bhi hota hai
shaKHsiyat ka asar bhi hota hai

kis nagar mein qayam karta main
kahin majnun ka ghar bhi hota hai

shahr mein aa ke ye hua malum
aadmi jaanwar bhi hota hai

ek be-KHauf justuju ke sath
ek anjaan Dar bhi hota hai

shikwa-e-dahr kya ki dukh aksar
apne ehsas par bhi hota hai

kucha-gardo tumhein pata hai kya
ek zehni safar bhi hota hai

jo bahaar-o-KHizan ke gham sah jae
wahi pauda shajar bhi hota hai

fan se izhaar-e-fan hai mushkil-tar
dard-e-dil dard-e-sar bhi hota hai

(274) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard-e-dil Moatabar Bhi Hota Hai written by Shareef Munawwar at UrduPoint. Dard-e-dil Moatabar Bhi Hota Hai is one of the masterpieces written by Shareef Munawwar. You can also find the complete poetry collection of Shareef Munawwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shareef Munawwar' above.

Dard-e-dil Moatabar Bhi Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard-e-dil Moatabar Bhi Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.