Diwaron Mein Dar Rakhte Hain, Urdu Ghazal By Shareef Munawwar

Diwaron Mein Dar Rakhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shareef Munawwar. Diwaron Mein Dar Rakhte Hain comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Diwaron Mein Dar Rakhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیواروں میں در رکھتے ہیں

شریف منور

دیواروں میں در رکھتے ہیں

روشن ہر منظر رکھتے ہیں

سیج سجاتے ہیں پھولوں کی

کانٹوں کا بستر رکھتے ہیں

اپنے اندر سو ہنگامے

گم گم بام و در رکھتے ہیں

دیواریں ہیں قدم قدم پر

جس بستی میں گھر رکھتے ہیں

کچھ بھی ہوں چیزوں کی شکلیں

ہم بھی ایک نظر رکھتے ہیں

گرمی سردی کا اندازہ

بے گھر ہی بہتر رکھتے ہیں

اپنی خاک میں ہم بھی کیا کیا

پتے پھول شجر رکھتے ہیں

شریف منور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Diwaron Mein Dar Rakhte Hain

Shareef Munawwar

diwaron mein dar rakhte hain
raushan har manzar rakhte hain

sej sajate hain phulon ki
kanTon ka bistar rakhte hain

apne andar sau hangame
gum gum baam-o-dar rakhte hain

diwaren hain qadam qadam par
jis basti mein ghar rakhte hain

kuchh bhi hon chizon ki shaklen
hum bhi ek nazar rakhte hain

garmi sardi ka andaza
be-ghar hi behtar rakhte hain

apni KHak mein hum bhi kya kya
patte phul shajar rakhte hain

(307) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Diwaron Mein Dar Rakhte Hain written by Shareef Munawwar at UrduPoint. Diwaron Mein Dar Rakhte Hain is one of the masterpieces written by Shareef Munawwar. You can also find the complete poetry collection of Shareef Munawwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shareef Munawwar' above.

Diwaron Mein Dar Rakhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Diwaron Mein Dar Rakhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.