Kabhi Qatil Kabhi Masiha Hai, Urdu Ghazal By Shivraj Bahar

Kabhi Qatil Kabhi Masiha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shivraj Bahar. Kabhi Qatil Kabhi Masiha Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Qatil Kabhi Masiha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی قاتل کبھی مسیحا ہے

شیوراج بہار

کبھی قاتل کبھی مسیحا ہے

کچھ نہ پوچھو کہ وہ نظر کیا ہے

اس کی تعبیر کون دے مجھ کو

ان کے آنے کا خواب دیکھا ہے

جس نظر سے بھی آپ دیکھیں گے

میرے دکھ کا وہی مداوا ہے

اشک پلکوں پہ مسکرانے لگے

آج کس نے مزاج پوچھا ہے

اف یہ ماحول دور حاضر کا

جس کو دیکھو وہ سہما سہما ہے

آدمی آدمی کو پہچانے

آدمیت کا یہ تقاضا ہے

جب سے پایا ہے ان کو محو کرم

درد دل اور بڑھتا جاتا ہے

جو سمندر سے بھی نہ ہو سیراب

زندگی پیاس کا وہ صحرا ہے

اب یہی رسم گلستاں ہے بہارؔ

پھول مانگو تو زخم ملتا ہے

شیوراج بہار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Qatil Kabhi Masiha Hai

Shivraj Bahar

kabhi qatil kabhi masiha hai
kuchh na puchho ki wo nazar kya hai

us ki tabir kaun de mujh ko
un ke aane ka KHwab dekha hai

jis nazar se bhi aap dekhenge
mere dukh ka wahi mudawa hai

ashk palkon pe muskurane lage
aaj kis ne mizaj puchha hai

uf ye mahaul daur-e-hazir ka
jis ko dekho wo sahma sahma hai

aadmi aadmi ko pahchane
aadamiyyat ka ye taqaza hai

jab se paya hai un ko mahw-e-karam
dard-e-dil aur baDhta jata hai

jo samundar se bhi na ho sairab
zindagi pyas ka wo sahra hai

ab yahi rasm-e-gulisitan hai 'bahaar'
phul mango to zaKHm milta hai

(468) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kabhi Qatil Kabhi Masiha Hai written by Shivraj Bahar at UrduPoint. Kabhi Qatil Kabhi Masiha Hai is one of the masterpieces written by Shivraj Bahar. You can also find the complete poetry collection of Shivraj Bahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shivraj Bahar' above.

Kabhi Qatil Kabhi Masiha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Qatil Kabhi Masiha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.