Likha Jo Ashk Se Tahrir Mein Nahin Aaya, Urdu Ghazal By Siya Sachdev

Likha Jo Ashk Se Tahrir Mein Nahin Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Siya Sachdev. Likha Jo Ashk Se Tahrir Mein Nahin Aaya comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Likha Jo Ashk Se Tahrir Mein Nahin Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لکھا جو اشک سے تحریر میں نہیں آیا

سیا سچدیو

لکھا جو اشک سے تحریر میں نہیں آیا

وہ درد لفظ کی تفسیر میں نہیں آیا

ابھی کچھ اور جکڑ دشمنی کی بندش میں

لہو کا ذائقہ زنجیر میں نہیں آیا

ہو درد ہلکا تو جھوٹی خوشی بھی مل جائے

اک ایسا لمحہ بھی تقدیر میں نہیں آیا

کسی کے ہجر نے مفلس بنا دیا شاید

پلٹ کے اپنی وہ جاگیر میں نہیں آیا

وہ میری آنکھوں پہ قابض رہا سیاؔ لیکن

کسی بھی خواب کی تعبیر میں نہیں آیا

سیا سچدیو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Likha Jo Ashk Se Tahrir Mein Nahin Aaya

Siya Sachdev

likha jo ashk se tahrir mein nahin aaya
wo dard lafz ki tafsir mein nahin aaya

abhi kuchh aur jakaD dushmani ki bandish mein
lahu ka zaiqa zanjir mein nahin aaya

ho dard halka to jhuTi KHushi bhi mil jae
ek aisa lamha bhi taqdir mein nahin aaya

kisi ke hijr ne muflis bana diya shayad
palaT ke apni wo jagir mein nahin aaya

wo meri aankhon pe qabiz raha 'siya' lekin
kisi bhi KHwab ki tabir mein nahin aaya

(445) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Likha Jo Ashk Se Tahrir Mein Nahin Aaya written by Siya Sachdev at UrduPoint. Likha Jo Ashk Se Tahrir Mein Nahin Aaya is one of the masterpieces written by Siya Sachdev. You can also find the complete poetry collection of Siya Sachdev by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Siya Sachdev' above.

Likha Jo Ashk Se Tahrir Mein Nahin Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Likha Jo Ashk Se Tahrir Mein Nahin Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.