Ai Falak Ujlat Na Kar Bijli Girane Ke Liye, Urdu Ghazal By Talib Mehmood

Ai Falak Ujlat Na Kar Bijli Girane Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Talib Mehmood. Ai Falak Ujlat Na Kar Bijli Girane Ke Liye comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ai Falak Ujlat Na Kar Bijli Girane Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اے فلک عجلت نہ کر بجلی گرانے کے لئے

طالب محمود

اے فلک عجلت نہ کر بجلی گرانے کے لئے

چند تنکے اور چن لوں آشیانے کے لئے

زندگی نے پائی تھیں دو ساعتیں روز ازل

ایک غم بہنے کو اور اک مسکرانے کے لئے

کیا کرے جب عشق ہی کو تاب نظارہ نہ ہو

حسن خود بیتاب ہے جلوہ دکھانے کے لئے

بے حسی سے بھی کہیں تسخیر ہوتا ہے جہاں

حوصلہ درکار ہے دنیا پہ چھانے کے لئے

کیوں نہ اے طالبؔ در جاناں پہ جھک جائے جبیں

ہے یہی اک آستاں بگڑی بنانے کے لئے

طالب محمود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ai Falak Ujlat Na Kar Bijli Girane Ke Liye

Talib Mehmood

ai falak ujlat na kar bijli girane ke liye
chand tinke aur chun lun aashiyane ke liye

zindagi ne pai thin do saaten roz-e-azal
ek gham bahne ko aur ek muskurane ke liye

kya kare jab ishq hi ko tab-e-nazzara na ho
husn KHud betab hai jalwa dikhane ke liye

be-hisi se bhi kahin tasKHir hota hai jahan
hausla darkar hai duniya pe chhane ke liye

kyon na ai 'talib' dar-e-jaanan pe jhuk jae jabin
hai yahi ek aastan bigDi banane ke liye

(500) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ai Falak Ujlat Na Kar Bijli Girane Ke Liye written by Talib Mehmood at UrduPoint. Ai Falak Ujlat Na Kar Bijli Girane Ke Liye is one of the masterpieces written by Talib Mehmood. You can also find the complete poetry collection of Talib Mehmood by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Talib Mehmood' above.

Ai Falak Ujlat Na Kar Bijli Girane Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ai Falak Ujlat Na Kar Bijli Girane Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.