Diya Hun Main Lekin Hawa Chahta Hun, Urdu Ghazal By Tarif Niyazi

Diya Hun Main Lekin Hawa Chahta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tarif Niyazi. Diya Hun Main Lekin Hawa Chahta Hun comes under the Love, Sad, Bewafa category of Urdu Ghazal. You can read Diya Hun Main Lekin Hawa Chahta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیا ہوں میں لیکن ہوا چاہتا ہوں

طارف نیازی

دیا ہوں میں لیکن ہوا چاہتا ہوں

کہ اک بے وفا سے وفا چاہتا ہوں

جو تیری نگاہوں کے جیسا نشہ دے

میں ایسا کوئی میکدہ چاہتا ہوں

تمہاری محبت کے صدقے میں جانا

میں دل کے مرض کی دوا چاہتا ہوں

وہ جس کے سبب زندگی زندگی ہو

میں ایسا کوئی رہنما چاہتا ہوں

شہید محبت کا عنوان لے کر

رہ عشق میں مرتبہ چاہتا ہوں

طارف نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Diya Hun Main Lekin Hawa Chahta Hun

Tarif Niyazi

diya hun main lekin hawa chahta hun
ki ek bewafa se wafa chahta hun

jo teri nigahon ke jaisa nasha de
main aisa koi mai-kada chahta hun

tumhaari mohabbat ke sadqe mein jaana
main dil ke maraz ki dawa chahta hun

wo jis ke sabab zindagi zindagi ho
main aisa koi rahnuma chahta hun

shahid-e-mohabbat ka unwan le kar
rah-e-ishq mein martaba chahta hun

(672) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Diya Hun Main Lekin Hawa Chahta Hun written by Tarif Niyazi at UrduPoint. Diya Hun Main Lekin Hawa Chahta Hun is one of the masterpieces written by Tarif Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Tarif Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tarif Niyazi' above.

Diya Hun Main Lekin Hawa Chahta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Diya Hun Main Lekin Hawa Chahta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.