Is Tarah Se Azab Tak Aae, Urdu Ghazal By Tariq Jawed

Is Tarah Se Azab Tak Aae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tariq Jawed. Is Tarah Se Azab Tak Aae comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Tarah Se Azab Tak Aae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس طرح سے عذاب تک آئے

طارق جاوید

اس طرح سے عذاب تک آئے

نیند آئی نہ خواب تک آئے

فاختاؤں کا جھنڈ اڑتے ہوئے

چاہتا ہوں کے آب تک آئے

جو سراپا سوال لگتا ہو

اس کو کیسے جواب تک آئے

آنکھوں آنکھوں میں اس کو سجدہ کیا

گویا کار ثواب تک آئے

اس لئے خامشی سے بیٹھا ہوں

کوئی رستہ جناب تک آئے

راستے میں ہزار کانٹے ہیں

کیسے خوشبو گلاب تک آئے

طارق جاوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Tarah Se Azab Tak Aae

Tariq Jawed

is tarah se azab tak aae
nind aai na KHwab tak aae

faKHtaon ka jhunD uDte hue
chahta hun ke aab tak aae

jo sarapa sawal lagta ho
us ko kaise jawab tak aae

aankhon aankhon mein us ko sajda kiya
goya kar-e-sawab tak aae

is liye KHamushi se baiTha hun
koi rasta janab tak aae

raste mein hazar kanTe hain
kaise KHushbu gulab tak aae

(305) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Tarah Se Azab Tak Aae written by Tariq Jawed at UrduPoint. Is Tarah Se Azab Tak Aae is one of the masterpieces written by Tariq Jawed. You can also find the complete poetry collection of Tariq Jawed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tariq Jawed' above.

Is Tarah Se Azab Tak Aae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Tarah Se Azab Tak Aae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.