Jo ShaKHs Tere Mere Darmiyan Therta Hai, Urdu Ghazal By Tashi Zaheer

Jo ShaKHs Tere Mere Darmiyan Therta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tashi Zaheer. Jo ShaKHs Tere Mere Darmiyan Therta Hai comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jo ShaKHs Tere Mere Darmiyan Therta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو شخص تیرے مرے درمیان ٹھیرتا ہے

تاشی ظہیر

جو شخص تیرے مرے درمیان ٹھیرتا ہے

اسی کے سر پہ ترا آسمان ٹھیرتا ہے

تباہ کر کے جو جینا سکھا گیا مجھ کو

وہ ایک شخص مرا مہربان ٹھیرتا ہے

جہاں پہ روز نئی حیرتیں اترتی ہوں

اس ایک دل میں کہاں اطمینان ٹھیرتا ہے

کبھی جو باتیں مری بے تکان سنتا تھا

اب اس کو حرف مرا داستان ٹھیرتا ہے

تلاش رہتی ہے اس کو نئے ٹھکانوں کی

ہمارے دل میں کہاں مہربان ٹھیرتا ہے

محبتوں کے زمانے وہ کیا ہوئے آخر

کہ کار خیر بھی اب امتحان ٹھیرتا ہے

تاشی ظہیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo ShaKHs Tere Mere Darmiyan Therta Hai

Tashi Zaheer

jo shaKHs tere mere darmiyan Therta hai
usi ke sar pe tera aasman Therta hai

tabah kar ke jo jina sikha gaya mujh ko
wo ek shaKHs mera mehrban Therta hai

jahan pe roz nai hairaten utarti hon
us ek dil mein kahan itminan Therta hai

kabhi jo baaten meri be-takan sunta tha
ab us ko harf mera dastan Therta hai

talash rahti hai us ko nae Thikanon ki
hamare dil mein kahan mehrban Therta hai

mohabbaton ke zamane wo kya hue aaKHir
ki kar-e-KHair bhi ab imtihan Therta hai

(288) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo ShaKHs Tere Mere Darmiyan Therta Hai written by Tashi Zaheer at UrduPoint. Jo ShaKHs Tere Mere Darmiyan Therta Hai is one of the masterpieces written by Tashi Zaheer. You can also find the complete poetry collection of Tashi Zaheer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tashi Zaheer' above.

Jo ShaKHs Tere Mere Darmiyan Therta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo ShaKHs Tere Mere Darmiyan Therta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.