Is Jahan Mein Bhi Kahin Apna Sahaara Koi Hai, Urdu Ghazal By Tashi Zaheer

Is Jahan Mein Bhi Kahin Apna Sahaara Koi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tashi Zaheer. Is Jahan Mein Bhi Kahin Apna Sahaara Koi Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Jahan Mein Bhi Kahin Apna Sahaara Koi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس جہاں میں بھی کہیں اپنا سہارا کوئی ہے

تاشی ظہیر

اس جہاں میں بھی کہیں اپنا سہارا کوئی ہے

آسمانوں میں بھی لگتا ہے ہمارا کوئی ہے

یوں تو کہنے کو سبھی سے ہیں مراسم اپنے

مان لیں کیسے کہ ان سب میں ہمارا کوئی ہے

شوق سے جان پہ سہہ لیں جو ہمیں ہو معلوم

فیصلہ ہے یہ اب اس کا کہ اشارا کوئی ہے

کاٹ لیتا ہے شب و روز تو وہ بھی آخر

جس کی منزل ہے نہ رستہ نہ ستارہ کوئی ہے

اے شب ہجر ستاتی ہے ہمیں کیوں ناحق

ہم رہے اس کے نہ اب وہ ہی ہمارا کوئی ہے

تاشی ظہیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Jahan Mein Bhi Kahin Apna Sahaara Koi Hai

Tashi Zaheer

is jahan mein bhi kahin apna sahaara koi hai
aasmanon mein bhi lagta hai hamara koi hai

yun to kahne ko sabhi se hain marasim apne
man len kaise ki in sab mein hamara koi hai

shauq se jaan pe sah len jo hamein ho malum
faisla hai ye ab us ka ki ishaara koi hai

kaT leta hai shab-o-roz to wo bhi aaKHir
jis ki manzil hai na rasta na sitara koi hai

ai shab-e-hijr satati hai hamein kyun nahaq
hum rahe us ke na ab wo hi hamara koi hai

(207) ووٹ وصول ہوئے

You can read Is Jahan Mein Bhi Kahin Apna Sahaara Koi Hai written by Tashi Zaheer at UrduPoint. Is Jahan Mein Bhi Kahin Apna Sahaara Koi Hai is one of the masterpieces written by Tashi Zaheer. You can also find the complete poetry collection of Tashi Zaheer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tashi Zaheer' above.

Is Jahan Mein Bhi Kahin Apna Sahaara Koi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Jahan Mein Bhi Kahin Apna Sahaara Koi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.