Use To KHwab Kisi Aur Ke Suhane Lage, Urdu Ghazal By Tashi Zaheer

Use To KHwab Kisi Aur Ke Suhane Lage is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tashi Zaheer. Use To KHwab Kisi Aur Ke Suhane Lage comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Use To KHwab Kisi Aur Ke Suhane Lage on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسے تو خواب کسی اور کے سہانے لگے

تاشی ظہیر

اسے تو خواب کسی اور کے سہانے لگے

ہمارے دل سے نکلتے جسے زمانے لگے

ہمارے دل میں نئے خوف سر اٹھانے لگے

پرندے جب بھی کہیں گھونسلے بنانے لگے

جنہیں پناہ دی ہم نے وہی بچا کے نظر

ہمارے گھر میں نئے راستے بنانے لگے

ہماری کم نگہی پہ وہ خود بھی حیراں تھا

ہم اپنا جان کے جس کو گلے لگانے لگے

ہر ایک چہرہ کھلا ہے گلاب کی صورت

یہ کیسے رنگ نئے بارشوں میں آنے لگے

تاشی ظہیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Use To KHwab Kisi Aur Ke Suhane Lage

Tashi Zaheer

use to KHwab kisi aur ke suhane lage
hamare dil se nikalte jise zamane lage

hamare dil mein nae KHauf sar uThane lage
parinde jab bhi kahin ghonsle banane lage

jinhen panah di hum ne wahi bacha ke nazar
hamare ghar mein nae raste banane lage

hamari kam-nigahi pe wo KHud bhi hairan tha
hum apna jaan ke jis ko gale lagane lage

har ek chehra khila hai gulab ki surat
ye kaise rang nae barishon mein aane lage

(202) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Use To KHwab Kisi Aur Ke Suhane Lage written by Tashi Zaheer at UrduPoint. Use To KHwab Kisi Aur Ke Suhane Lage is one of the masterpieces written by Tashi Zaheer. You can also find the complete poetry collection of Tashi Zaheer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tashi Zaheer' above.

Use To KHwab Kisi Aur Ke Suhane Lage is a widely read Urdu Ghazal. If you like Use To KHwab Kisi Aur Ke Suhane Lage, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.