Kahan Rahi Hai Mohabbat Ki Aas Shahron Mein, Urdu Ghazal By Tashi Zaheer

Kahan Rahi Hai Mohabbat Ki Aas Shahron Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tashi Zaheer. Kahan Rahi Hai Mohabbat Ki Aas Shahron Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahan Rahi Hai Mohabbat Ki Aas Shahron Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہاں رہی ہے محبت کی آس شہروں میں

تاشی ظہیر

کہاں رہی ہے محبت کی آس شہروں میں

بدل لئے ہیں سبھی نے لباس شہروں میں

سگان تشنہ ہر اک رہ گزر پہ بیٹھے ہیں

رہا نہیں ہے اب انساں کا پاس شہروں میں

مسیحی خوں ہو کہ شیعہ ہو احمدی سنی

لہو کی بڑھتی ہی جاتی ہے پیاس شہروں میں

لہو کے آخری قطرے بھی بے جزا ٹھہرے

کہاں سے آئیں گے اب حق شناس شہروں میں

کنار شہر دکھوں کہ ردا میں لپٹی ہوئی

سسک رہی ہے اجالوں کی آس شہروں میں

تاشی ظہیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahan Rahi Hai Mohabbat Ki Aas Shahron Mein

Tashi Zaheer

kahan rahi hai mohabbat ki aas shahron mein
badal liye hain sabhi ne libas shahron mein

sagan-e-tishna har ek rahguzar pe baiThe hain
raha nahin hai ab insan ka pas shahron mein

masihi KHun ho ki shia ho ahmadi sunni
lahu ki baDhti hi jati hai pyas shahron mein

lahu ke aaKHiri qatre bhi be-jaza Thahre
kahan se aaenge ab haq-shanas shahron mein

kanar-e-shahr dukhon ki rida mein lipTi hoi
sisak rahi hai ujalon ki aas shahron mein

(300) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahan Rahi Hai Mohabbat Ki Aas Shahron Mein written by Tashi Zaheer at UrduPoint. Kahan Rahi Hai Mohabbat Ki Aas Shahron Mein is one of the masterpieces written by Tashi Zaheer. You can also find the complete poetry collection of Tashi Zaheer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tashi Zaheer' above.

Kahan Rahi Hai Mohabbat Ki Aas Shahron Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahan Rahi Hai Mohabbat Ki Aas Shahron Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.