Haq-parasti Ke Saza-war Hua Karte The, Urdu Ghazal By Tashi Zaheer

Haq-parasti Ke Saza-war Hua Karte The is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tashi Zaheer. Haq-parasti Ke Saza-war Hua Karte The comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Haq-parasti Ke Saza-war Hua Karte The on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حق پرستی کے سزاوار ہوا کرتے تھے

تاشی ظہیر

حق پرستی کے سزاوار ہوا کرتے تھے

ہم کبھی صاحب کردار ہوا کرتے تھے

کوئی مذہب ہو کوئی رنگ ہو مل بیٹھتے تھے

دیس میں ایسے بھی تہوار ہوا کرتے تھے

پاس تہذیب تھا اک وہ بھی زمانہ تھا کبھی

میرے دشمن بھی مرے یار ہوا کرتے تھے

اس طرح تھک کے تو بیٹھا نہیں کرتے تھے ہم

راستے پہلے بھی دشوار ہوا کرتے تھے

اب تو سوکھے ہوئے پتوں کا بھرم رکھتے ہیں

ہم کبھی شاخ ثمر دار ہوا کرتے تھے

پگڑیاں قدموں میں رکھنے کا ہنر سیکھ گئے

ہم وہی ہیں جو سر دار ہوا کرتے تھے

تاشی ظہیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haq-parasti Ke Saza-war Hua Karte The

Tashi Zaheer

haq-parasti ke saza-war hua karte the
hum kabhi sahab-e-kirdar hua karte the

koi mazhab ho koi rang ho mil baiThte the
des mein aise bhi tehwar hua karte the

pas-e-tahzib tha ek wo bhi zamana tha kabhi
mere dushman bhi mere yar hua karte the

is tarah thak ke to baiTha nahin karte the hum
raste pahle bhi dushwar hua karte the

ab to sukhe hue patton ka bharam rakhte hain
hum kabhi shaKH-e-samar-dar hua karte the

pagDiyan qadmon mein rakhne ka hunar sikh gae
hum wahi hain jo sar-e-dar hua karte the

(225) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haq-parasti Ke Saza-war Hua Karte The written by Tashi Zaheer at UrduPoint. Haq-parasti Ke Saza-war Hua Karte The is one of the masterpieces written by Tashi Zaheer. You can also find the complete poetry collection of Tashi Zaheer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tashi Zaheer' above.

Haq-parasti Ke Saza-war Hua Karte The is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haq-parasti Ke Saza-war Hua Karte The, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.