Jalwe Nahin Hote Wo Nazare Nahin Hote, Urdu Ghazal By Afsar Azri

Jalwe Nahin Hote Wo Nazare Nahin Hote is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Afsar Azri. Jalwe Nahin Hote Wo Nazare Nahin Hote comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jalwe Nahin Hote Wo Nazare Nahin Hote on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جلوے نہیں ہوتے وہ نظارے نہیں ہوتے

افسر آذری

جلوے نہیں ہوتے وہ نظارے نہیں ہوتے

جب چاند کے پہلو میں ستارے نہیں ہوتے

ہم اس لیے کرتے ہیں ترے غم کی پرستش

کانٹوں کے خریدار تو سارے نہیں ہوتے

ساحل کے طلب گار یہ پہلے سے سمجھ لیں

دریائے محبت کے کنارے نہیں ہوتے

اٹھتے ہوئے جذبات کے طوفاں نہیں رکتے

پابند روش وقت کے دھارے نہیں ہوتے

افسر آذری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jalwe Nahin Hote Wo Nazare Nahin Hote

Afsar Azri

jalwe nahin hote wo nazare nahin hote
jab chand ke pahlu mein sitare nahin hote

hum is liye karte hain tere gham ki parastish
kanTon ke KHaridar to sare nahin hote

sahil ke talabgar ye pahle se samajh len
dariya-e-mohabbat ke kinare nahin hote

uThte hue jazbaat ke tufan nahin rukte
paband-e-rawish waqt ke dhaare nahin hote

(958) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jalwe Nahin Hote Wo Nazare Nahin Hote written by Afsar Azri at UrduPoint. Jalwe Nahin Hote Wo Nazare Nahin Hote is one of the masterpieces written by Afsar Azri. You can also find the complete poetry collection of Afsar Azri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Afsar Azri' above.

Jalwe Nahin Hote Wo Nazare Nahin Hote is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jalwe Nahin Hote Wo Nazare Nahin Hote, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.