Ye Kaise Log Hain Jo Rah Mein Na-chaar BaiThe Hain, Urdu Ghazal By Al Haaj Al Hafiz

Ye Kaise Log Hain Jo Rah Mein Na-chaar BaiThe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Al Haaj Al Hafiz. Ye Kaise Log Hain Jo Rah Mein Na-chaar BaiThe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Kaise Log Hain Jo Rah Mein Na-chaar BaiThe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ کیسے لوگ ہیں جو راہ میں ناچار بیٹھے ہیں

الحاج الحافظ

یہ کیسے لوگ ہیں جو راہ میں ناچار بیٹھے ہیں

بڑے ناداں مسافر ہیں کہ ہمت ہار بیٹھے ہیں

اگر پہلو سے وہ اٹھے تو دل اپنا نہ کیوں بیٹھے

غرض مرنے کو ہر صورت سے ہم تیار بیٹھے ہیں

زمانے نے نہ دی فرصت جو ہم خدمت بجا لاتے

کسی نے کب ہمیں دیکھا کہ ہم بیکار بیٹھے ہیں

کسے فرصت خبر لے درد مندوں کی شب غم میں

ہزاروں بار اٹھے ہیں ہزاروں بار بیٹھے ہیں

کبھی اٹھے تو گرم جستجوئے دوست میں اٹھے

کبھی بیٹھے تو محو آرزوئے یار بیٹھے ہیں

جنون عشق میں صحرا نوردی چاک دامانی

یہی سب کر کے گویا تھک گئے بیکار بیٹھے ہیں

نہ راہوں سے شناسائی نہ رہبر سے تعارف ہے

ہزاروں جستجوئیں کر کے ہمت ہار بیٹھے ہیں

عجب یہ رنگ محفل ہے کہیں تو کیا کہیں ہمدم

بہر صورت ہم اس کی بزم میں بیزار بیٹھے ہیں

کبھی دیوانؔ سے دیکھا نہیں خالی ہو مے خانہ

جہاں بھی دیکھیے جا کر وہیں سرکار بیٹھے ہیں

الحاج الحافظ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Kaise Log Hain Jo Rah Mein Na-chaar BaiThe Hain

Al Haaj Al Hafiz

ye kaise log hain jo rah mein na-chaar baiThe hain
baDe nadan musafir hain ki himmat haar baiThe hain

agar pahlu se wo uTThe to dil apna na kyon baiThe
gharaz marne ko har surat se hum tayyar baiThe hain

zamane ne na di fursat jo hum KHidmat baja late
kisi ne kab hamein dekha ki hum be-kar baiThe hain

kise fursat KHabar le dard-mandon ki shab-e-gham mein
hazaron bar uTThe hain hazaron bar baiThe hain

kabhi uTThe to garm-e-justuju-e-dost mein uTThe
kabhi baiThe to mahw-e-arzu-e-yar baiThe hain

junun-e-ishq mein sahra-nawardi chaak-damani
yahi sab kar ke goya thak gae be-kar baiThe hain

na rahon se shanasai na rahbar se taaruf hai
hazaron justujuen kar ke himmat haar baiThe hain

ajab ye rang-e-mahfil hai kahen to kya kahen hamdam
bahar-surat hum us ki bazm mein bezar baiThe hain

kabhi 'diwan' se dekha nahin KHali ho mai-KHana
jahan bhi dekhiye ja kar wahin sarkar baiThe hain

(499) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Kaise Log Hain Jo Rah Mein Na-chaar BaiThe Hain written by Al Haaj Al Hafiz at UrduPoint. Ye Kaise Log Hain Jo Rah Mein Na-chaar BaiThe Hain is one of the masterpieces written by Al Haaj Al Hafiz. You can also find the complete poetry collection of Al Haaj Al Hafiz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Al Haaj Al Hafiz' above.

Ye Kaise Log Hain Jo Rah Mein Na-chaar BaiThe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Kaise Log Hain Jo Rah Mein Na-chaar BaiThe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.