Hum Shahar-e-nutq Ke The Wahin Ke Nahin Rahe, Urdu Ghazal By Ehtisham Ul Haq Siddiqui

Hum Shahar-e-nutq Ke The Wahin Ke Nahin Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ehtisham Ul Haq Siddiqui. Hum Shahar-e-nutq Ke The Wahin Ke Nahin Rahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Shahar-e-nutq Ke The Wahin Ke Nahin Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم شہر نطق کے تھے وہیں کے نہیں رہے

احتشام الحق صدیقی

ہم شہر نطق کے تھے وہیں کے نہیں رہے

وہ چپ لگی ہمیں کہ کہیں کے نہیں رہے

ہم خواب دیکھتے تھے بہت آسمان کے

آخر میں یہ ہوا کہ زمیں کے نہیں رہے

ہم میں تھے جانے کون سے کانٹے اگے ہوئے

سب کے رہے ہیں آپ ہمیں کے نہیں رہے

دل کو جھکا کے دل سے ادا کر دئے گئے

سجدے رہین صرف جبیں کے نہیں رہے

دو چار لوگ میرے ہوں میرے لئے بہت

سو فیصدی تو عرش نشیں کے نہیں رہے

احتشام الحق صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Shahar-e-nutq Ke The Wahin Ke Nahin Rahe

Ehtisham Ul Haq Siddiqui

hum shahar-e-nutq ke the wahin ke nahin rahe
wo chup lagi hamein ki kahin ke nahin rahe

hum KHwab dekhte the bahut aasman ke
aaKHir mein ye hua ki zamin ke nahin rahe

hum mein the jaane kaun se kanTe uge hue
sab ke rahe hain aap hamin ke nahin rahe

dil ko jhuka ke dil se ada kar diye gae
sajde rahin sirf jabin ke nahin rahe

do-chaar log mere hon mere liye bahut
sau fisadi to arsh-nashin ke nahin rahe

(668) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Shahar-e-nutq Ke The Wahin Ke Nahin Rahe written by Ehtisham Ul Haq Siddiqui at UrduPoint. Hum Shahar-e-nutq Ke The Wahin Ke Nahin Rahe is one of the masterpieces written by Ehtisham Ul Haq Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Ehtisham Ul Haq Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ehtisham Ul Haq Siddiqui' above.

Hum Shahar-e-nutq Ke The Wahin Ke Nahin Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Shahar-e-nutq Ke The Wahin Ke Nahin Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.