Yaad Us Mah-e-KHubi Ki Jab Hijr Ki Raat Aai, Urdu Ghazal By Haidar Husain Fiza Lucknowi

Yaad Us Mah-e-KHubi Ki Jab Hijr Ki Raat Aai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haidar Husain Fiza Lucknowi. Yaad Us Mah-e-KHubi Ki Jab Hijr Ki Raat Aai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yaad Us Mah-e-KHubi Ki Jab Hijr Ki Raat Aai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یاد اس مۂ خوبی کی جب ہجر کی رات آئی

حیدر حسین فضا لکھنؤی

یاد اس مۂ خوبی کی جب ہجر کی رات آئی

آنکھوں میں مری اس دم اشکوں کی برات آئی

دل عشق کی لذت سے آگاہ ہوا جب سے

جیسے تن مردہ میں اک تازہ حیات آئی

تھا دل میں ارادہ تو شکوؤں کا شکایت کا

جب سامنے وہ آئے ہونٹوں پہ نہ بات آئی

تلخی کلام اس کی عاشق کی سماعت تک

شیرینی و لذت میں مانند ثبات آئی

اس خاک میں ملنے کو خود خاک ہوا آخر

خاک اس کے قدم کی جب دیوانے کے ہاتھ آئی

اس تابش جلوہ سے نظریں جو ہوئیں خیرہ

پھر سامنے آنکھوں کے پہلی سی قنات آئی

خلوت ہے شب غم کی اور مشق تصور ہے

تم سے گلے ملنے کی پھر آج یہ رات آئی

مائل بہ کرم اس کو پایا جو فضاؔ اک دن

جو دل میں تھی مدت سے ہونٹوں پہ وہ بات آئی

حیدر حسین فضا لکھنؤی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yaad Us Mah-e-KHubi Ki Jab Hijr Ki Raat Aai

Haidar Husain Fiza Lucknowi

yaad us mah-e-KHubi ki jab hijr ki raat aai
aankhon mein meri us dam ashkon ki baraat aai

dil ishq ki lazzat se aagah hua jab se
jaise tan-e-murda mein ek taza hayat aai

tha dil mein irada to shikwon ka shikayat ka
jab samne wo aae honTon pe na baat aai

talKHi-e-kalam us ki aashiq ki samaat tak
shirini-o-lazzat mein manind-e-sabaat aai

is KHak mein milne ko KHud KHak hua aaKHir
KHak us ke qadam ki jab diwane ke hath aai

is tabish-e-jalwa se nazren jo huin KHira
phir samne aankhon ke pahli si qanat aai

KHalwat hai shab-e-gham ki aur mashq-e-tasawwur hai
tum se gale milne ki phir aaj ye raat aai

mail-ba-karam us ko paya jo 'faza' ek din
jo dil mein thi muddat se honTon pe wo baat aai

(403) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yaad Us Mah-e-KHubi Ki Jab Hijr Ki Raat Aai written by Haidar Husain Fiza Lucknowi at UrduPoint. Yaad Us Mah-e-KHubi Ki Jab Hijr Ki Raat Aai is one of the masterpieces written by Haidar Husain Fiza Lucknowi. You can also find the complete poetry collection of Haidar Husain Fiza Lucknowi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haidar Husain Fiza Lucknowi' above.

Yaad Us Mah-e-KHubi Ki Jab Hijr Ki Raat Aai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yaad Us Mah-e-KHubi Ki Jab Hijr Ki Raat Aai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.