Hijr Mein Nashad Duniya Se Dil-e-muztar Gaya, Urdu Ghazal By Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

Hijr Mein Nashad Duniya Se Dil-e-muztar Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. Hijr Mein Nashad Duniya Se Dil-e-muztar Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hijr Mein Nashad Duniya Se Dil-e-muztar Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہجر میں ناشاد دنیا سے دل مضطر گیا

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

ہجر میں ناشاد دنیا سے دل مضطر گیا

آج اپنے ساتھ کا اک مرنے والا مر گیا

سننے والے خوب روئے میرے حال زار پر

یوں ہی اپنی عمر کا پیمانہ آخر بھر گیا

بازوئے قاتل تھکائے سخت جانی نے مری

بارہا اس ہاتھ سے اس ہاتھ میں خنجر گیا

ہم وہی گلشن وہی محفل وہی ساماں وہی

ایک ساقی کیا گیا لطف مے و ساغر گیا

ہو گئی غیروں کو بھی ناکام مرنے کی ہوس

میں کسی پر جان دے کر کام اپنا کر گیا

روح پرور ہے نگاہ ناز قاتل کا اثر

جس کو دیکھا جی اٹھا جس کو نہ دیکھا مر گیا

میں کبھی رویا تو وہ بولے ڈبویا نام عشق

اور اگر آنسو پی لئے تو دل میں دریا بھر گیا

ایسی ہی غفلت رہی گر میرے حال زار پر

ایک دن احباب سن لیں گے نظرؔ بھی مر گیا

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hijr Mein Nashad Duniya Se Dil-e-muztar Gaya

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

hijr mein nashad duniya se dil-e-muztar gaya
aaj apne sath ka ek marne wala mar gaya

sunne wale KHub roe mere haal-e-zar par
yun hi apni umr ka paimana aaKHir bhar gaya

bazu-e-qatil thakae saKHt-jaani ne meri
barha is hath se us hath mein KHanjar gaya

hum wahi gulshan wahi mahfil wahi saman wahi
ek saqi kya gaya lutf-e-mai-o-saghar gaya

ho gai ghairon ko bhi nakaam marne ki hawas
main kisi par jaan de kar kaam apna kar gaya

ruh-parwar hai nigah-e-naz qatil ka asar
jis ko dekha ji uTha jis ko na dekha mar gaya

main kabhi roya to wo bole Duboya nam-e-ishq
aur agar aansu pi liye to dil mein dariya bhar gaya

aisi hi ghaflat rahi gar mere haal-e-zar par
ek din ahbab sun lenge 'nazar' bhi mar gaya

(503) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Poetry

انتظار حشر کر سکتے نہیں ناکام عشق

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Intizar-e-hashr Kar Sakte Nahin Nakaam-e-ishq

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

سنتا ہوں کہ خرمن سے ہے بجلی کو بہت لاگ (ردیف .. ی)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Sunta Hun Ki Khirman Se Hai Bijli Ko Bahut Lag

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

ضبط سے دل نزار رہتا ہے

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Zabt Se Dil Nazar Rahta Hai

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

وہ شمع نہیں ہیں کہ ہوں اک رات کے مہماں (ردیف .. ی)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Wo Shama Nahin Hain Ki Hon Ek Raat Ke Mehman

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

سارے عالم سے مرے غم کا ہے افسانہ جدا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Sare Aalam Se Mere Gham Ka Hai Afsana Juda

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

خوگر لذت ہوں میں کس شوخ کی تعزیر کا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Khugar-e-lazzat Hun Main Kis Shokh Ki Tazir Ka

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

وہ نگاہ شرمگیں ہو یا کسی کا انکسار (ردیف .. ا)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Wo Nigah-e-sharmagin Ho Ya Kisi Ka Inkisar

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

گفتگو کی تم سے عادت ہو گئی ہے ورنہ میں (ردیف .. ی)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Guftugu Ki Tum Se Aadat Ho Gai Hai Warna Mein

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

You can read Hijr Mein Nashad Duniya Se Dil-e-muztar Gaya written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi at UrduPoint. Hijr Mein Nashad Duniya Se Dil-e-muztar Gaya is one of the masterpieces written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi' above.

Hijr Mein Nashad Duniya Se Dil-e-muztar Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hijr Mein Nashad Duniya Se Dil-e-muztar Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.