Hath Rakhte Hi Tha Haal-e-qalb-e-muztar Aaina, Urdu Ghazal By Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

Hath Rakhte Hi Tha Haal-e-qalb-e-muztar Aaina is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. Hath Rakhte Hi Tha Haal-e-qalb-e-muztar Aaina comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hath Rakhte Hi Tha Haal-e-qalb-e-muztar Aaina on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہاتھ رکھتے ہی تھا حال قلب مضطر آئینہ

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

ہاتھ رکھتے ہی تھا حال قلب مضطر آئینہ

دست نازک ہے حسینوں کا مقرر آئینہ

بن گیا غماز شکل ان کی دکھا کر آئینہ

جو ہمارا راز دل تھا اب ہے ان پر آئینہ

توڑ کر دل تم نے کھویا امتیاز حسن بھی

اک تمہارے پاس تھا یا اب ہے گھر گھر آئینہ

دیکھنا ہے کس میں اچھی شکل آتی ہے نظر

اس نے رکھا ہے مرے دل کے برابر آئینہ

آئنہ رکھو لو کہ دونا لطف آئے وقت رنج

اس طرف تم اس طرف کھینچے ہو خنجر آئینہ

عکس سے اپنے کسی کے گرم جوشی قہر تھی

رہ گیا آخر پسینے میں نہا کر آئینہ

شوق خود بینی ستم نیندیں جوانی کی غضب

بے خبر سوتے ہیں وہ رکھا ہے منہ پر آئینہ

شوخیوں سے بن گیا بجلی کسی کا عکس بھی

اب تو ہاتھوں سے نکلتا ہے تڑپ کر آئینہ

یوں کہاں ممکن تھا حسن خاص کا دیدار عام

بن گئی آخر سراپا صبح محشر آئینہ

دیکھ لیں شاید نظرؔ وہ دیدۂ انصاف سے

لے چلو ٹوٹے ہوئے دل کا بنا کر آئینہ

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hath Rakhte Hi Tha Haal-e-qalb-e-muztar Aaina

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

hath rakhte hi tha haal-e-qalb-e-muztar aaina
dast-e-nazuk hai hasinon ka muqarrar aaina

ban gaya ghammaz shakl un ki dikha kar aaina
jo hamara raaz-e-dil tha ab hai un par aaina

toD kar dil tum ne khoya imtiyaz-e-husn bhi
ek tumhaare pas tha ya ab hai ghar ghar aaina

dekhna hai kis mein achchhi shakl aati hai nazar
us ne rakkha hai mere dal ke barabar aaina

aaina rakkho lo ki duna lutf aae waqt-e-ranj
is taraf tum us taraf khinche ho KHanjar aaina

aks se apne kisi ke garm-joshi qahr thi
rah gaya aaKHir pasine mein naha kar aaina

shauq-e-KHud-bini sitam ninden jawani ki ghazab
be-KHabar sote hain wo rakkha hai munh par aaina

shoKHiyon se ban gaya bijli kisi ka aks bhi
ab to hathon se nikalta hai taDap kar aaina

yun kahan mumkin tha husn-e-KHas ka didar-e-am
ban gai aaKHir sarapa subh-e-mahshar aaina

dekh len shayad 'nazar' wo dida-e-insaf se
le chalo TuTe hue dil ka bana kar aaina

(542) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Poetry

اس نے مے پی کے سر بزم جو ساغر الٹا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Usne Mai Pi Ke Sar-e-bazm Jo Saghar Ulta

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

معنی طراز عشق ہر اک بادہ خوار تھا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Mani-taraaz-e-ishq Har Ek Baada-khwar Tha

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

کثرت سے داغ ہیں جو غم عشق خال میں

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Kasrat Se Dagh Hain Jo Gham-e-ishq-e-khaal Mein

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

جو مدتوں میں کسی شوخ کا شباب آیا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Jo Muddaton Mein Kisi Shokh Ka Shabab Aaya

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

سارے عالم سے مرے غم کا ہے افسانہ جدا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Sare Aalam Se Mere Gham Ka Hai Afsana Juda

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

گفتگو کی تم سے عادت ہو گئی ہے ورنہ میں (ردیف .. ی)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Guftugu Ki Tum Se Aadat Ho Gai Hai Warna Mein

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

فنا ہونے میں سوز شمع کی منت کشی کیسی (ردیف .. ن)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Fana Hone Mein Soz-e-shama Ki Minnat-kashi Kaisi

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

دیکھنا ہے کس میں اچھی شکل آتی ہے نظر (ردیف .. ہ)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Dekhna Hai Kis Mein Achchhi Shakl Aati Hai Nazar

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

You can read Hath Rakhte Hi Tha Haal-e-qalb-e-muztar Aaina written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi at UrduPoint. Hath Rakhte Hi Tha Haal-e-qalb-e-muztar Aaina is one of the masterpieces written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi' above.

Hath Rakhte Hi Tha Haal-e-qalb-e-muztar Aaina is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hath Rakhte Hi Tha Haal-e-qalb-e-muztar Aaina, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.