Sare Aalam Se Mere Gham Ka Hai Afsana Juda, Urdu Ghazal By Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

Sare Aalam Se Mere Gham Ka Hai Afsana Juda is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. Sare Aalam Se Mere Gham Ka Hai Afsana Juda comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sare Aalam Se Mere Gham Ka Hai Afsana Juda on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سارے عالم سے مرے غم کا ہے افسانہ جدا

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

سارے عالم سے مرے غم کا ہے افسانہ جدا

دل کے ماتم کے لیے چاہیے غم خانہ جدا

گرچہ وحشت کا نہیں ہے کوئی افسانہ جدا

پر نظر آتا ہے سب سے ترا دیوانہ جدا

قربت حسن غضب ہے کہ سر محفل ناز

اس کے لب سے نہیں ہوتا لب پیمانہ جدا

اے خدا کشمکش یاس و تمنا کب تلک

ان کے رہنے کے لئے دل میں ہو ہر خانہ جدا

آج تنگ آ کے یہ ناصح کو دیا میں نے جواب

مذہب شیخ جدا مشرب رندانہ جدا

خشک ہو جائے جو باقی ہے رگ جاں میں لہو

دل سے ہونا نہ ابھی اے غم جانانہ نہ جدا

بے خودی میں بھی رقابت کا مگر ہے احساس

ایک صحرا میں ہے دیوانے سے دیوانہ جدا

صبر کی مجھ کو جدائی میں ہے تلقین فضول

یہ تو جب ہو کہ رہے شمع سے پروانہ جدا

دشت جاگیر ہے مجنوں کی تو کیا فکر نظرؔ

کھود کر گھر کو بنا لیجئے ویرانہ جدا

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sare Aalam Se Mere Gham Ka Hai Afsana Juda

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

sare aalam se mere gham ka hai afsana juda
dil ke matam ke liye chahiye gham-KHana juda

garche wahshat ka nahin hai koi afsana juda
par nazar aata hai sab se tera diwana juda

qurbat-e-husn ghazab hai ki sar-e-mahfil-e-naz
us ke lab se nahin hota lab-e-paimana juda

ai KHuda kashmakash-e-yas-o-tamanna kab talak
un ke rahne ke liye dil mein ho har KHana juda

aaj tang aa ke ye naseh ko diya main ne jawab
mazhab-e-shaiKH juda mashrab-e-rindana juda

KHushk ho jae jo baqi hai rag-e-jaan mein lahu
dil se hona na abhi ai gham-e-jaanana na juda

be-KHudi mein bhi raqabat ka magar hai ehsas
ek sahra mein hai diwane se diwana juda

sabr ki mujh ko judai mein hai talqin fuzul
ye to jab ho ki rahe shama se parwana juda

dasht jagir hai majnun ki to kya fikr 'nazar'
khod kar ghar ko bana lijiye virana juda

(623) ووٹ وصول ہوئے

More Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Poetry

فکر مآل تھی نہ غم روزگار تھا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Fikr-e-maal Thi Na Gham-e-rozgar Tha

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

مجسم داغ حسرت ہوں سراپا نقش عبرت کا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Mujassam Dagh-e-hasrat Hun Sarapa Naqsh-e-ibrat Ka

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

کچھ خوشی سے ہمیں عشق ستم ایجاد نہیں

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Kuchh Khushi Se Hamin Ishq-e-sitam-ijad Nahin

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

بعد مدت جو میں اے چرخ کہن یاد آیا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Baad Muddat Jo Main Ai Charkh-e-kuhan Yaad Aaya

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

خوگر لذت ہوں میں کس شوخ کی تعزیر کا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Khugar-e-lazzat Hun Main Kis Shokh Ki Tazir Ka

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

دیکھنا ہے کس میں اچھی شکل آتی ہے نظر (ردیف .. ہ)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Dekhna Hai Kis Mein Achchhi Shakl Aati Hai Nazar

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

کوئی مجھ سا مستحق رحم و غم خواری نہیں

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Koi Mujh Sa Mustahiqq-e-rahm-o-gham-khwari Nahin

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

معنی طراز عشق ہر اک بادہ خوار تھا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Mani-taraaz-e-ishq Har Ek Baada-khwar Tha

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

You can read Sare Aalam Se Mere Gham Ka Hai Afsana Juda written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi at UrduPoint. Sare Aalam Se Mere Gham Ka Hai Afsana Juda is one of the masterpieces written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi' above.

Sare Aalam Se Mere Gham Ka Hai Afsana Juda is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sare Aalam Se Mere Gham Ka Hai Afsana Juda, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.