Mujassam Dagh-e-hasrat Hun Sarapa Naqsh-e-ibrat Ka, Urdu Ghazal By Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

Mujassam Dagh-e-hasrat Hun Sarapa Naqsh-e-ibrat Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. Mujassam Dagh-e-hasrat Hun Sarapa Naqsh-e-ibrat Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujassam Dagh-e-hasrat Hun Sarapa Naqsh-e-ibrat Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجسم داغ حسرت ہوں سراپا نقش عبرت کا

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

مجسم داغ حسرت ہوں سراپا نقش عبرت کا

مجھے دیکھو کہ ہوتا ہے یہی انجام الفت کا

انہیں شوق دل آزاری ہمیں ذوق وفاداری

خدا حافظ ہے اب اپنے کشور کار الفت کا

وصال یار کی اے دل کوئی پر زور کوشش کر

ہوائے آہ سے پردہ اٹھا دے شام فرقت کا

دل پر شوق نے ڈالا ہے مجھ کو کس کشاکش میں

ادھر ہے حد کی بے صبری ادھر وعدہ قیامت کا

تم ایسے بے خبر بھی شاذ ہوں گے اس زمانے میں

کہ دل میں رہ کے اندازہ نہیں ہے دل کی حالت کا

جہاں میں چار دن رہ کر فقط بوئے وفا دینا

گلوں سے میں سبق لیتا ہوں آئین صحبت کا

لگا رکھتا ہے اس کی نذر کو چشم تمنا نے

وہ اک آنسو کہ مجموعہ ہے ساری دل کی طاقت کا

مری قدرت سے اب اخفائے راز عشق باہر ہے

کہ رنگ آنے لگا ہے آنسوؤں میں خون حسرت کا

اک آہ سرد بھر لیتا ہوں جب تم یاد آتے ہو

خلاصہ کس قدر میں نے کیا ہے رنج فرقت کا

وہ دل ہے بزم عالم میں نظرؔ اک ساز بشکستہ

نہ چھیڑے تار ہستی پر جو نغمہ اس کی قدرت کا

منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujassam Dagh-e-hasrat Hun Sarapa Naqsh-e-ibrat Ka

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

mujassam dagh-e-hasrat hun sarapa naqsh-e-ibrat ka
mujhe dekho ki hota hai yahi anjam ulfat ka

unhen shauq-e-dil-azari hamein zauq-e-wafadari
KHuda-hafiz hai ab apne kishor-e-kar-e-ulfat ka

visal-e-yar ki ai dil koi pur-zor koshish kar
hawa-e-ah se parda uTha de sham-e-furqat ka

dil-e-pur-shauq ne Dala hai mujh ko kis kashakash mein
idhar hai had ki be-sabri udhar wada qayamat ka

tum aise be-KHabar bhi shaz honge is zamane mein
ki dil mein rah ke andaza nahin hai dil ki haalat ka

jahan mein chaar din rah kar faqat bu-e-wafa dena
gulon se main sabaq leta hun aain-e-sohbat ka

laga rakhta hai us ki nazr ko chashm-e-tamanna ne
wo ek aansu ki majmua hai sari dil ki taqat ka

meri qudrat se ab iKHfa-e-raaz-e-ishq bahar hai
ki rang aane laga hai aansuon mein KHun-e-hasrat ka

ek aah-e-sard bhar leta hun jab tum yaad aate ho
KHulasa kis qadar main ne kiya hai ranj-e-furqat ka

wo dil hai bazm-e-alam mein 'nazar' ek saz-e-bashkasta
na chheDe tar-e-hasti par jo naghma us ki qudrat ka

(528) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Poetry

کوئی ارماں تلاش دوست کا کیوں دل میں رہ جاتا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Koi Arman Talash-e-dost Ka Kyun Dil Mein Rah Jata

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

بعد مدت جو میں اے چرخ کہن یاد آیا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Baad Muddat Jo Main Ai Charkh-e-kuhan Yaad Aaya

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

کاروبار عشق کی کثرت کبھی ایسی نہ تھی

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Karobar-e-ishq Ki Kasrat Kabhi Aisi Na Thi

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

تم ایسے بے خبر بھی شاذ ہوں گے اس زمانے میں (ردیف .. ا)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Tum Aise Be-khabar Bhi Shaz Honge Is Zamane Mein

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

بننے لگے ہیں داغ ستارے خوشا نصیب (ردیف .. ا)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Banne Lage Hain Dagh Sitare Khusha Nasib

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

وہ شمع نہیں ہیں کہ ہوں اک رات کے مہماں (ردیف .. ی)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Wo Shama Nahin Hain Ki Hon Ek Raat Ke Mehman

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

خوگر لذت ہوں میں کس شوخ کی تعزیر کا

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Khugar-e-lazzat Hun Main Kis Shokh Ki Tazir Ka

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

وہ نگاہ شرمگیں ہو یا کسی کا انکسار (ردیف .. ا)

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi - منشی نوبت رائے نظر لکھنوی

Wo Nigah-e-sharmagin Ho Ya Kisi Ka Inkisar

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi Urdu Poetry

You can read Mujassam Dagh-e-hasrat Hun Sarapa Naqsh-e-ibrat Ka written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi at UrduPoint. Mujassam Dagh-e-hasrat Hun Sarapa Naqsh-e-ibrat Ka is one of the masterpieces written by Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi' above.

Mujassam Dagh-e-hasrat Hun Sarapa Naqsh-e-ibrat Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujassam Dagh-e-hasrat Hun Sarapa Naqsh-e-ibrat Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.