Kai Azab-ruton Ka Itab Baqi Hai, Urdu Ghazal By Nusrat Zehra

Kai Azab-ruton Ka Itab Baqi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nusrat Zehra. Kai Azab-ruton Ka Itab Baqi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kai Azab-ruton Ka Itab Baqi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کئی عذاب رتوں کا عتاب باقی ہے

نصرت زہرا

کئی عذاب رتوں کا عتاب باقی ہے

کچھ عارضوں کا بھی تو احتساب باقی ہے

یہ کیا کہ شب کی اسیری میں قید ہو جائیں

یقیں ہے جبکہ رخ ماہتاب باقی ہے

پڑاؤ ڈال رہے ہیں سحر کے اگلے قدم

مری زمیں میں ابھی اضطراب باقی ہے

میں کیسے مان لوں اے جاں کہ حرف تازہ میں

ترے جنوں کا وہ پہلا نصاب باقی ہے

نصرت زہرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kai Azab-ruton Ka Itab Baqi Hai

Nusrat Zehra

kai azab-ruton ka itab baqi hai
kuchh aarizon ka bhi to ehtisab baqi hai

ye kya ki shab ki asiri mein qaid ho jaen
yaqin hai jabki ruKH-e-mahtab baqi hai

paDaw Dal rahe hain sahar ke agle qadam
meri zamin mein abhi iztirab baqi hai

main kaise man lun ai jaan ki harf-e-taza mein
tere junun ka wo pahla nisab baqi hai

(920) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kai Azab-ruton Ka Itab Baqi Hai written by Nusrat Zehra at UrduPoint. Kai Azab-ruton Ka Itab Baqi Hai is one of the masterpieces written by Nusrat Zehra. You can also find the complete poetry collection of Nusrat Zehra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nusrat Zehra' above.

Kai Azab-ruton Ka Itab Baqi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kai Azab-ruton Ka Itab Baqi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.