Kaise Tufan Is Safar Mein Hain, Urdu Ghazal By Nusrat Zehra

Kaise Tufan Is Safar Mein Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nusrat Zehra. Kaise Tufan Is Safar Mein Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kaise Tufan Is Safar Mein Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیسے طوفان اس سفر میں ہیں

نصرت زہرا

کیسے طوفان اس سفر میں ہیں

جیسے کچھ حادثے نظر میں ہیں

میرے بھی دل میں راکھ اڑتی ہے

تیرے بھی خواب اس اثر میں ہیں

وہ گھنا پیڑ ہو کہ سایہ طلب

آخرش سب ہی چشم تر میں ہیں

پیاس سے دم مرا بھی گھٹتا ہے

شب کے سناٹے بھی خبر میں ہیں

خواہش بے نوا ہے جب سے سوا

تیرے افسانے ہر نگر میں ہیں

نصرت زہرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaise Tufan Is Safar Mein Hain

Nusrat Zehra

kaise tufan is safar mein hain
jaise kuchh hadse nazar mein hain

mere bhi dil mein rakh uDti hai
tere bhi KHwab is asar mein hain

wo ghana peD ho ki saya-talab
aaKHirash sab hi chashm-e-tar mein hain

pyas se dam mera bhi ghuTta hai
shab ke sannaTe bhi KHabar mein hain

KHwahish-e-be-nawa hai jab se siwa
tere afsane har nagar mein hain

(1003) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaise Tufan Is Safar Mein Hain written by Nusrat Zehra at UrduPoint. Kaise Tufan Is Safar Mein Hain is one of the masterpieces written by Nusrat Zehra. You can also find the complete poetry collection of Nusrat Zehra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nusrat Zehra' above.

Kaise Tufan Is Safar Mein Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaise Tufan Is Safar Mein Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.