Maqam Aur Bhi Aaenge La-makan Ke Baad, Urdu Ghazal By Pritpal Singh Betab

Maqam Aur Bhi Aaenge La-makan Ke Baad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Pritpal Singh Betab. Maqam Aur Bhi Aaenge La-makan Ke Baad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maqam Aur Bhi Aaenge La-makan Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مقام اور بھی آئیں گے لا مکان کے بعد

پرتپال سنگھ بیتاب

مقام اور بھی آئیں گے لا مکان کے بعد

ضرور ہوں گے جہاں اور اس جہان کے بعد

شکستہ پر تھے مرے اور ختم تھی پرواز

اک آسمان تھا باقی اک آسمان کے بعد

جو کامیابی ملی وہ ہمیں عبوری ملی

کچھ امتحان تھے باقی ہر امتحان کے بعد

وہ جیسا طے تھا وہاں کچھ بھی تو نہ تھا ایسا

نشان کوئی نہیں تھا اس اک نشان کے بعد

زوال ایسا کہ سارے فراز پست ہوئے

نشیب وہم بہت تھا حد گمان کے بعد

توقع اس کی تھی محدود میں بھی چپ ہی رہا

سفر کے اور بھی تحفے تھے ارمغان کے بعد

وہ پہلا زینہ تھا منزل جسے عبث جانا

کچھ آگہی کے مراحل تھے اور دھیان کے بعد

اک اس کا ٹوٹنا گویا شکست میری تھی

چلا نہ تیر کوئی مجھ سے اس کمان کے بعد

رہا وہ جوش نہ وہ داد ہی رہی بیتابؔ

سکوت رہ گیا پھر ختم داستان کے بعد

پرتپال سنگھ بیتاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maqam Aur Bhi Aaenge La-makan Ke Baad

Pritpal Singh Betab

maqam aur bhi aaenge la-makan ke baad
zarur honge jahan aur is jahan ke baad

shikasta par the mere aur KHatm thi parwaz
ek aasman tha baqi ek aasman ke baad

jo kaamyabi mili wo hamein uburi mili
kuchh imtihan the baqi har imtihan ke baad

wo jaisa tai tha wahan kuchh bhi to na tha aisa
nishan koi nahin tha us ek nishan ke baad

zawal aisa ki sare faraaz past hue
nasheb-e-wahm bahut tha hadd-e-guman ke baad

tawaqqo us ki thi mahdud main bhi chup hi raha
safar ke aur bhi tohfe the armughan ke baad

wo pahla zina tha manzil jise abas jaana
kuchh aagahi ke marahil the aur dhyan ke baad

ek us ka TuTna goya shikast meri thi
chala na tir koi mujh se us kaman ke baad

raha wo josh na wo dad hi rahi 'betab'
sukut rah gaya phir KHatm dastan ke baad

(563) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maqam Aur Bhi Aaenge La-makan Ke Baad written by Pritpal Singh Betab at UrduPoint. Maqam Aur Bhi Aaenge La-makan Ke Baad is one of the masterpieces written by Pritpal Singh Betab. You can also find the complete poetry collection of Pritpal Singh Betab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Pritpal Singh Betab' above.

Maqam Aur Bhi Aaenge La-makan Ke Baad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maqam Aur Bhi Aaenge La-makan Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.