Yun Aai Fart-e-gham Mein Kisi Gul-badan Ki Yaad, Urdu Ghazal By Qazi Ghulam Mohammad

Yun Aai Fart-e-gham Mein Kisi Gul-badan Ki Yaad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qazi Ghulam Mohammad. Yun Aai Fart-e-gham Mein Kisi Gul-badan Ki Yaad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yun Aai Fart-e-gham Mein Kisi Gul-badan Ki Yaad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یوں آئی فرط غم میں کسی گل بدن کی یاد

قاضی غلام محمد

یوں آئی فرط غم میں کسی گل بدن کی یاد

صحرا میں جیسے آئے بہار چمن کی یاد

باہم بسر ہوئی تھی کوئی ساعت حسیں

صف بستہ میرے دل میں ہے سرو و سمن کی یاد

کھلتی نہیں یہ دل میں گرہ سی لگی ہوئی

آئی تھی رات زلف شکن در شکن کی یاد

مہتاب وار میرے خیالوں کے شہر پر

آئی تھی رات تیرے رخ ضو فگن کی یاد

بکھری ہوئی ہے کتنے نوادر کی شکل میں

قاضیؔ نگار خانۂ دل میں وطن کی یاد

قاضی غلام محمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yun Aai Fart-e-gham Mein Kisi Gul-badan Ki Yaad

Qazi Ghulam Mohammad

yun aai fart-e-gham mein kisi gul-badan ki yaad
sahra mein jaise aae bahaar-e-chaman ki yaad

baham basar hui thi koi saat-e-hasin
saf-basta mere dil mein hai sarw-o-saman ki yaad

khulti nahin ye dil mein girah si lagi hui
aai thi raat zulf-e-shikan-dar-shikan ki yaad

mahtab-war mere KHayalon ke shahr par
aai thi raat tere ruKH-e-zau-fagan ki yaad

bikhri hui hai kitne nawadir ki shakl mein
'qazi' nigar-KHana-e-dil mein watan ki yaad

(355) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yun Aai Fart-e-gham Mein Kisi Gul-badan Ki Yaad written by Qazi Ghulam Mohammad at UrduPoint. Yun Aai Fart-e-gham Mein Kisi Gul-badan Ki Yaad is one of the masterpieces written by Qazi Ghulam Mohammad. You can also find the complete poetry collection of Qazi Ghulam Mohammad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qazi Ghulam Mohammad' above.

Yun Aai Fart-e-gham Mein Kisi Gul-badan Ki Yaad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yun Aai Fart-e-gham Mein Kisi Gul-badan Ki Yaad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.