Wo Wafur-e-lala-o-gul Nahin Wo Nashat-e-qalb-o-nazar Nahin, Urdu Ghazal By Qazi Ghulam Mohammad

Wo Wafur-e-lala-o-gul Nahin Wo Nashat-e-qalb-o-nazar Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Qazi Ghulam Mohammad. Wo Wafur-e-lala-o-gul Nahin Wo Nashat-e-qalb-o-nazar Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Wafur-e-lala-o-gul Nahin Wo Nashat-e-qalb-o-nazar Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ وفور لالہ و گل نہیں وہ نشاط قلب و نظر نہیں

قاضی غلام محمد

وہ وفور لالہ و گل نہیں وہ نشاط قلب و نظر نہیں

جو ارم بکف تھی دم سحر وہ بہار شاخ و شجر نہیں

یہ زمانہ فرصت غم اگر مجھے دے تو میں بھی دکھا سکوں

کہ تجلیاں مرے شوق کی فقط ایک رقص شرر نہیں

تری یاد باعث راحت تپش خیال تو ہے مگر

میں ہجوم شوق کو کیا کروں مرے بس میں دیدۂ تر نہیں

یہ رضائے یار کا پاس ہے کہ یہ سازشیں ہیں حواس کی

مرے دل میں سوز فغاں تو ہے مرے لب پہ آہ سحر نہیں

مرا شوق آبلہ پا سہی مری راہ راہ فنا سہی

جو ترا خیال ہو راہ بر تو اندھیری رات کا ڈر نہیں

تو کمال شوق سے ساز اٹھا مری جان تاروں کے گیت گا

تری بزم گاہ طرب میں اب کسی دل جلے کا گزر نہیں

قاضی غلام محمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Wafur-e-lala-o-gul Nahin Wo Nashat-e-qalb-o-nazar Nahin

Qazi Ghulam Mohammad

wo wafur-e-lala-o-gul nahin wo nashat-e-qalb-o-nazar nahin
jo iram-ba-kaf thi dam-e-sahar wo bahaar-e-shaKH-o-shajar nahin

ye zamana fursat-e-gham agar mujhe de to main bhi dikha sakun
ki tajalliyan mere shauq ki faqat ek raqs-e-sharar nahin

teri yaad bais-e-rahat-e-tapish-e-KHayal to hai magar
main hujum-e-shauq ko kya karun mere bas mein dida-e-tar nahin

ye raza-e-yar ka pas hai ki ye sazishen hain hawas ki
mere dil mein soz-e-fughan to hai mere lab pe aah-e-sahar nahin

mera shauq aabla-pa sahi meri rah rah-e-fana sahi
jo tera KHayal ho rahbar to andheri raat ka Dar nahin

tu kamal-e-shauq se saz uTha meri jaan taron ke git ga
teri bazm-gah-e-tarab mein ab kisi dil-jale ka guzar nahin

(447) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Wafur-e-lala-o-gul Nahin Wo Nashat-e-qalb-o-nazar Nahin written by Qazi Ghulam Mohammad at UrduPoint. Wo Wafur-e-lala-o-gul Nahin Wo Nashat-e-qalb-o-nazar Nahin is one of the masterpieces written by Qazi Ghulam Mohammad. You can also find the complete poetry collection of Qazi Ghulam Mohammad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Qazi Ghulam Mohammad' above.

Wo Wafur-e-lala-o-gul Nahin Wo Nashat-e-qalb-o-nazar Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Wafur-e-lala-o-gul Nahin Wo Nashat-e-qalb-o-nazar Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.