Sham-e-wafa Bujhi Hai Na Dil Hai Bujha Hua, Urdu Ghazal By Shaghil Adeeb

Sham-e-wafa Bujhi Hai Na Dil Hai Bujha Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shaghil Adeeb. Sham-e-wafa Bujhi Hai Na Dil Hai Bujha Hua comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sham-e-wafa Bujhi Hai Na Dil Hai Bujha Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شمع وفا بجھی ہے نہ دل ہے بجھا ہوا

شاغل ادیب

شمع وفا بجھی ہے نہ دل ہے بجھا ہوا

تاریک کیسے پیار کا ہر راستہ ہوا

روشن ہے داغ داغ تمنا کا آج بھی

لیکن نگاہ گردش دوراں کو کیا ہوا

اک ہم کہ آشنا رہے ہر اک سے پیار میں

اک وہ کہ ہو کے آشنا نا آشنا ہوا

دل کے جلے دیار پہ آنسو بہائے کون

سب دیکھتے ہیں یہ کہ ہے چہرہ کھلا ہوا

شاغلؔ ادیبؔ قرب میں جن کے کٹی حیات

وہ دوست اب کہاں گئے وہ پیار کیا ہوا

شاغل ادیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sham-e-wafa Bujhi Hai Na Dil Hai Bujha Hua

Shaghil Adeeb

sham-e-wafa bujhi hai na dil hai bujha hua
tarik kaise pyar ka har rasta hua

raushan hai dagh dagh tamanna ka aaj bhi
lekin nigah-e-gardish-e-dauran ko kya hua

ek hum ki aashna rahe har ek se pyar mein
ek wo ki ho ke aashna na-ashna hua

dil ke jale dayar pe aansu bahae kaun
sab dekhte hain ye ki hai chehra khila hua

'shaghil' 'adib' qurb mein jin ke kaTi hayat
wo dost ab kahan gae wo pyar kya hua

(494) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sham-e-wafa Bujhi Hai Na Dil Hai Bujha Hua written by Shaghil Adeeb at UrduPoint. Sham-e-wafa Bujhi Hai Na Dil Hai Bujha Hua is one of the masterpieces written by Shaghil Adeeb. You can also find the complete poetry collection of Shaghil Adeeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shaghil Adeeb' above.

Sham-e-wafa Bujhi Hai Na Dil Hai Bujha Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sham-e-wafa Bujhi Hai Na Dil Hai Bujha Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.