Tere Visal Ka Din Bhi Guzarne Wala Hai, Urdu Ghazal By Shahabuddin Saqib

Tere Visal Ka Din Bhi Guzarne Wala Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahabuddin Saqib. Tere Visal Ka Din Bhi Guzarne Wala Hai comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Tere Visal Ka Din Bhi Guzarne Wala Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترے وصال کا دن بھی گزرنے والا ہے

شہاب الدین ثاقب

ترے وصال کا دن بھی گزرنے والا ہے

یہاں پہ کون سا منظر ٹھہرنے والا ہے

میں روز خواب میں اب دیکھتا ہوں تلواریں

مجھے ضرور کوئی قتل کرنے والا ہے

کئی طرف سے ادھر تیر آتے رہتے ہیں

کہاں ہمارا کوئی زخم بھرنے والا ہے

وہ ایک شخص جو دریا سے بڑھ کے ہے گہرا

کوئی اب اس کی بھی تہ میں اترنے والا ہے

تمہارا جینا بھی کس کام کا ہے اے ثاقبؔ

یہاں پہ کون بھلا تم پہ مرنے والا ہے

شہاب الدین ثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere Visal Ka Din Bhi Guzarne Wala Hai

Shahabuddin Saqib

tere visal ka din bhi guzarne wala hai
yahan pe kaun sa manzar Thaharne wala hai

main roz KHwab mein ab dekhta hun talwaren
mujhe zarur koi qatl karne wala hai

kai taraf se idhar tir aate rahte hain
kahan hamara koi zaKHm bharne wala hai

wo ek shaKHs jo dariya se baDh ke hai gahra
koi ab us ki bhi tah mein utarne wala hai

tumhaara jina bhi kis kaam ka hai ai 'saqib'
yahan pe kaun bhala tum pe marne wala hai

(385) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere Visal Ka Din Bhi Guzarne Wala Hai written by Shahabuddin Saqib at UrduPoint. Tere Visal Ka Din Bhi Guzarne Wala Hai is one of the masterpieces written by Shahabuddin Saqib. You can also find the complete poetry collection of Shahabuddin Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahabuddin Saqib' above.

Tere Visal Ka Din Bhi Guzarne Wala Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere Visal Ka Din Bhi Guzarne Wala Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.