Haqiqaton Ka Sabhi Ko Pata Nahin Hota, Urdu Ghazal By Shahid Kabir

Haqiqaton Ka Sabhi Ko Pata Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shahid Kabir. Haqiqaton Ka Sabhi Ko Pata Nahin Hota comes under the Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Haqiqaton Ka Sabhi Ko Pata Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حقیقتوں کا سبھی کو پتہ نہیں ہوتا

شاہد کبیر

حقیقتوں کا سبھی کو پتہ نہیں ہوتا

کوئی کسی سے بچھڑ کے جدا نہیں ہوتا

تعلقات نبھانا نہیں بہت مشکل

ہر آدمی میں مگر حوصلہ نہیں ہوتا

شراب خانے کا ہر شخص ہے برا لیکن

شراب خانے میں کوئی برا نہیں ہوتا

مری طرف سے شکایت کا انتظار نہ کر

مجھے کسی سے بھی کوئی گلہ نہیں ہوتا

کھلا یہ راز کئی بار مل کے شاہدؔ سے

برا جو ہے وہ ہمیشہ برا نہیں ہوتا

شاہد کبیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haqiqaton Ka Sabhi Ko Pata Nahin Hota

Shahid Kabir

haqiqaton ka sabhi ko pata nahin hota
koi kisi se bichhaD ke juda nahin hota

talluqat nibhana nahin bahut mushkil
har aadmi mein magar hausla nahin hota

sharab-KHane ka har shaKHs hai bura lekin
sharab-KHane mein koi bura nahin hota

meri taraf se shikayat ka intizar na kar
mujhe kisi se bhi koi gila nahin hota

khula ye raaz kai bar mil ke 'shahid' se
bura jo hai wo hamesha bura nahin hota

(400) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haqiqaton Ka Sabhi Ko Pata Nahin Hota written by Shahid Kabir at UrduPoint. Haqiqaton Ka Sabhi Ko Pata Nahin Hota is one of the masterpieces written by Shahid Kabir. You can also find the complete poetry collection of Shahid Kabir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shahid Kabir' above.

Haqiqaton Ka Sabhi Ko Pata Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haqiqaton Ka Sabhi Ko Pata Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.