Shahr Mein Ek Qatl Ki Afwah Raushan Kya Hui, Urdu Ghazal By Shariq Adeel

Shahr Mein Ek Qatl Ki Afwah Raushan Kya Hui is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shariq Adeel. Shahr Mein Ek Qatl Ki Afwah Raushan Kya Hui comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Shahr Mein Ek Qatl Ki Afwah Raushan Kya Hui on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر میں اک قتل کی افواہ روشن کیا ہوئی (ردیف .. ر)

شارق عدیل

شہر میں اک قتل کی افواہ روشن کیا ہوئی

اک طرف تکبیر تھی اور اک طرف جے کی پکار

خوف و دہشت کے اثر سے چند بپھرے نوجواں

زندگی کو کر رہے تھے ہر طرف کھل کر شکار

خون سے لتھڑی ہوئی لاشیں اٹھائے گود میں

آسماں کی سمت مائیں دیکھتی تھیں بار بار

جبر و استحصال کے اس آتشیں سیلاب میں

بہہ گئے انسانیت کے لہلہاتے برگ و بار

پھر ہوا یوں کرفیو کی خامشی کے درمیاں

درد میں ڈوبی ہوئی آئی قلندر کی پکار

شارق عدیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahr Mein Ek Qatl Ki Afwah Raushan Kya Hui

Shariq Adeel

shahr mein ek qatl ki afwah raushan kya hui
ek taraf takbir thi aur ek taraf jai ki pukar

KHauf-o-dahshat ke asar se chand biphre naujawan
zindagi ko kar rahe the har taraf khul kar shikar

KHun se luthDi hui lashen uThae god mein
aasman ki samt maen dekhti thin bar bar

jabr-o-istihsal ke is aatishin sailab mein
bah gae insaniyat ke lahlahate barg-o-bar

phir hua yun curfew ki KHamushi ke darmiyan
dard mein Dubi hui aai qalandar ki pukar

(315) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahr Mein Ek Qatl Ki Afwah Raushan Kya Hui written by Shariq Adeel at UrduPoint. Shahr Mein Ek Qatl Ki Afwah Raushan Kya Hui is one of the masterpieces written by Shariq Adeel. You can also find the complete poetry collection of Shariq Adeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shariq Adeel' above.

Shahr Mein Ek Qatl Ki Afwah Raushan Kya Hui is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahr Mein Ek Qatl Ki Afwah Raushan Kya Hui, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.