Na Purkashish Hai Na Aashna Hai, Urdu Ghazal By Shumama Ufuq

Na Purkashish Hai Na Aashna Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Shumama Ufuq. Na Purkashish Hai Na Aashna Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Purkashish Hai Na Aashna Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ پرکشش ہے نہ آشنا ہے

شمامہ افق

نہ پرکشش ہے نہ آشنا ہے

مگر وہ چہرہ بھلا لگا ہے

ہرے جزیرے پہ زرد بادل

ہواؤں کو آج کیا ہوا ہے

کسی کی آنکھوں میں رات ٹھہری

کسی کی راتوں میں دن گھلا ہے

تری اداسی کا یہ دبستاں

کہیں کہیں سے جلا ہوا ہے

ہواؤ بوندوں کو راستہ دو

زمیں کا سینہ چٹخ رہا ہے

مری محبت کا سبز موسم

تری کمی میں ٹھہر گیا ہے

شمامہ افق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Purkashish Hai Na Aashna Hai

Shumama Ufuq

na purkashish hai na aashna hai
magar wo chehra bhala laga hai

hare jazire pe zard baadal
hawaon ko aaj kya hua hai

kisi ki aankhon mein raat Thahri
kisi ki raaton mein din ghula hai

teri udasi ka ye dabistan
kahin kahin se jala hua hai

hawao bundon ko rasta do
zamin ka sina chaTaKH raha hai

meri mohabbat ka sabz mausam
teri kami mein Thahar gaya hai

(450) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Purkashish Hai Na Aashna Hai written by Shumama Ufuq at UrduPoint. Na Purkashish Hai Na Aashna Hai is one of the masterpieces written by Shumama Ufuq. You can also find the complete poetry collection of Shumama Ufuq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Shumama Ufuq' above.

Na Purkashish Hai Na Aashna Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Purkashish Hai Na Aashna Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.