KHud Apne Wajud Apni Hi Hasti Mein Nahin Hun, Urdu Ghazal By Tanmay Mishra

KHud Apne Wajud Apni Hi Hasti Mein Nahin Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tanmay Mishra. KHud Apne Wajud Apni Hi Hasti Mein Nahin Hun comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Apne Wajud Apni Hi Hasti Mein Nahin Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود اپنے وجود اپنی ہی ہستی میں نہیں ہوں

تنمے مشرا

خود اپنے وجود اپنی ہی ہستی میں نہیں ہوں

میں آپ مری ذات کی مٹی میں نہیں ہوں

جو چاک پے رکھا ہے وہ مٹی کا بدن ہے

میں روح ابد ہوں کسی چکی میں نہیں ہوں

دنیاوی جھمیلے سے کہیں دور بہت دور

میں ہوں بھی تو اس جسم کی بستی میں نہیں ہوں

مت ماپ دریچے سے تو اس چرخ کی وسعت

دنیا میں تری تنگ نگاہی میں نہیں ہوں

کوئی نہ مجھے حرف کے سانچوں میں تلاشے

لفظوں سے ندارد ہوں معانی میں نہیں ہوں

تنمے مشرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Apne Wajud Apni Hi Hasti Mein Nahin Hun

Tanmay Mishra

KHud apne wajud apni hi hasti mein nahin hun
main aap meri zat ki miTTi mein nahin hun

jo chaak pe rakkha hai wo miTTi ka badan hai
main ruh-e-abad hun kisi chakki mein nahin hun

duniyawi jhamele se kahin dur bahut dur
main hun bhi to is jism ki basti mein nahin hun

mat map dariche se tu is charKH ki wusat
duniya main teri tang-nigahi mein nahin hun

koi na mujhe harf ke sanchon mein talashe
lafzon se nadarad hun maani mein nahin hun

(661) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Apne Wajud Apni Hi Hasti Mein Nahin Hun written by Tanmay Mishra at UrduPoint. KHud Apne Wajud Apni Hi Hasti Mein Nahin Hun is one of the masterpieces written by Tanmay Mishra. You can also find the complete poetry collection of Tanmay Mishra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tanmay Mishra' above.

KHud Apne Wajud Apni Hi Hasti Mein Nahin Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Apne Wajud Apni Hi Hasti Mein Nahin Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.