Is Duniya Se Darta Hun, Urdu Ghazal By Umar Farhat

Is Duniya Se Darta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Farhat. Is Duniya Se Darta Hun comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Duniya Se Darta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس دنیا سے ڈرتا ہوں

عمر فرحت

اس دنیا سے ڈرتا ہوں

یعنی بالکل تنہا ہوں

بری مثالیں دیتے ہو

اور کہتے ہو اچھا ہوں

تمہیں گزارا کرنا ہے

میں چاہے اب جیسا ہوں

جیسے ہیں اعمال مرے

مالک تیرا بندہ ہوں

قسمت بھلے سے جو بھی ہے

شعر تو اچھے کہتا ہوں

فرحتؔ اور نظر سے دیکھ

نہیں ہوں لیکن دکھتا ہوں

عمر فرحت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Duniya Se Darta Hun

Umar Farhat

is duniya se Darta hun
yani bilkul tanha hun

buri misalen dete ho
aur kahte ho achchha hun

tumhein guzara karna hai
main chahe ab jaisa hun

jaise hain aamal mere
malik tera banda hun

qismat bhale se jo bhi hai
sher to achchhe kahta hun

'farhat' aur nazar se dekh
nahin hun lekin dikhta hun

(203) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Duniya Se Darta Hun written by Umar Farhat at UrduPoint. Is Duniya Se Darta Hun is one of the masterpieces written by Umar Farhat. You can also find the complete poetry collection of Umar Farhat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Farhat' above.

Is Duniya Se Darta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Duniya Se Darta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.