Jo Saqiya Tu Ne Pi Ke Hum Ko Diya Hai Jam-e-sharab Aadha, Urdu Ghazal By Arshad Ali Khan Qalaq

Jo Saqiya Tu Ne Pi Ke Hum Ko Diya Hai Jam-e-sharab Aadha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arshad Ali Khan Qalaq. Jo Saqiya Tu Ne Pi Ke Hum Ko Diya Hai Jam-e-sharab Aadha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Saqiya Tu Ne Pi Ke Hum Ko Diya Hai Jam-e-sharab Aadha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو ساقیا تو نے پی کے ہم کو دیا ہے جام شراب آدھا

ارشد علی خان قلق

جو ساقیا تو نے پی کے ہم کو دیا ہے جام شراب آدھا

تو اپنے دانتوں سے کاٹ کر دے ہمارے منہ میں کباب آدھا

وہ پر گنہ ہوں کہ رہ گئے سب اسی میں دن کٹ گیا وہ سارا

ہنوز محشر کے محکمے میں ہوا تھا میرا حساب آدھا

کہاں گئی اب وہ لن ترانی نہ تاب جلوے کی لائے عاشق

ہنوز کھولا تھا بہر دیدار اس نے بند نقاب آدھا

جزائے کامل جو چاہتا ہے تو ذبح کر ڈال جلد قاتل

نہ چھوڑنا مجھ کو نیم بسمل کہ پائے گا تو ثواب آدھا

دماغ دیکھو مرے صنم کا گلا جو کرتا ہوں میں ستم کا

تو دیتے ہیں ساری بات کا وہ مجھے بہ دقت جواب آدھا

سفید و سرخ ہے ایسی رنگت کہ جب بنا ہوگا اس کا پتلا

ملایا ہووے گا اس میں صانع نے میدا آدھا شہاب آدھا

دوپٹہ آب رواں کا سر کا جو اس کی محرم سے سمجھے یہ ہم

کہ بحر حسن صنم کا ہم کو دیا دکھائی حباب آدھا

اشارہ ہے صاف اے قلقؔ یہ کہ آؤ صہبا کشی ہو باہم

جو اس نے بھیجی ہے اپنی جھوٹی شراب آدھی کباب آدھا

ارشد علی خان قلق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Saqiya Tu Ne Pi Ke Hum Ko Diya Hai Jam-e-sharab Aadha

Arshad Ali Khan Qalaq

jo saqiya tu ne pi ke hum ko diya hai jam-e-sharab aadha
tu apne danton se kaT kar de hamare munh mein kabab aadha

wo pur-gunah hun ki rah gae sab usi mein din kaT gaya wo sara
hanuz mahshar ke mahkame mein hua tha mera hisab aadha

kahan gai ab wo lan-tarani na tab jalwe ki lae aashiq
hunuz khola tha bahr-e-didar us ne band-e-naqab aadha

jaza-e-kaamil jo chahta hai to zabh kar Dal jald qatil
na chhoDna mujh ko nim-bismil ki paega tu sawab aadha

dimagh dekho mere sanam ka gila jo karta hun main sitam ka
to dete hain sari baat ka wo mujhe ba-diqqat jawab aadha

safed-o-surKH hai aisi rangat ki jab bana hoga us ka putla
milaya howega us mein sanea ne maida aadha shahab aadha

dupaTTa aab-e-rawan ka sar ka jo us ki mahram se samjhe ye hum
ki bahr-e-husn-e-sanam ka hum ko diya dikhai habab aadha

ishaara hai saf ai 'qalaq' ye ki aao sahba-kashi ho baham
jo us ne bheji hai apni jhuTi sharab aadhi kabab aadha

(567) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Saqiya Tu Ne Pi Ke Hum Ko Diya Hai Jam-e-sharab Aadha written by Arshad Ali Khan Qalaq at UrduPoint. Jo Saqiya Tu Ne Pi Ke Hum Ko Diya Hai Jam-e-sharab Aadha is one of the masterpieces written by Arshad Ali Khan Qalaq. You can also find the complete poetry collection of Arshad Ali Khan Qalaq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arshad Ali Khan Qalaq' above.

Jo Saqiya Tu Ne Pi Ke Hum Ko Diya Hai Jam-e-sharab Aadha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Saqiya Tu Ne Pi Ke Hum Ko Diya Hai Jam-e-sharab Aadha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.